Main larkee k‌yaa karoon

मैं लड़की क्‌या करूं
Year
Language

मैं लड़की क्‌या करूं
हाय कितने लड़के क्‌या करूं
दिल किसको दूं किसको ना दूं
दिल धक धक धड़के क्‌या करूं
ओ मैं लड़की …

रस्ते में खड़े मेरे पीछे पड़े
बेचैन बड़े मेरे दीवाने
कोई यहाँ गिरा कोई वहाँ गिरा
मेरी मस्त नज़र के मस्ताने
कोई यहाँ गिरा कोई वहाँ गिरा
कोई कहाँ गिरा कोई क्‌या जाने
मैं लड़की …

ना हाँ बोलूं ना ना बोलूं
दिल चाहे इन्हें तड़पाती रहूँ
ये सच्चे वादे करते रहें
मैं झूठी कसमें खाती रहूँ
मैं लड़की …

maiṅ laṛkī k‌yā karūṅ
hāy kitne laṛke k‌yā karūṅ
dil kisko dūṅ kisko nā dūṅ
dil dhak dhak dhaṛke k‌yā karūṅ
o maiṅ laṛkī …

raste meṅ khaṛe mere pīchhe paṛe
bechain baṛe mere dīvāne
koī yahāṇ girā koī vahāṇ girā
merī mast nazar ke mastāne
koī yahāṇ girā koī vahāṇ girā
koī kahāṇ girā koī k‌yā jāne
maiṅ laṛkī …

nā hāṇ bolūṅ nā nā bolūṅ
dil chāhe inheṅ taṛpātī rahūṇ
ye sachche vāde karte raheṅ
maiṅ jhūṭhī kasmeṅ khātī rahūṇ
maiṅ laṛkī …