Main to larkee kunvaaree ... baaje baaje baaje re aisaa meraa dhol

मैं तो लड़की कुंवारी ... बाजे बाजे बाजे रे ऐसा मेरा ढोल्
Year
Language

हो मैं तो लड़की कुंवारी
मैं तो दिल से हूँ हारी
मेरे दिल पे चला ना जोर
बाजे बाजे बाजे रे ढोली तारो ढोल

मैं भी लड़का कुंवारा
ओ मैं भी दिल से हूँ हारा
मेरे दिल पे चला ना जोर
बाजे बाजे बाजे रे ऐसा मेरा ढोल हाय

वागे वागे वागे वागे ढोल वागे रे मुरली वागे
वागे वागे वागे मोरे सैयां

ढोल बजा ढोल गोरी क्‌यूँ मचाए शोर
सारी बस्ती है आई यहाँ
हो ओ तूने डाली नज़र मेरी सरकी चुनर
मेर धड़के जिया तूने ये क्‌या किया
हो मैने कुछ ना किया दिल का सौदा किया
तुझ को दिल दे दिया तेरा दिल ले लिया
अरे मुझ को भी यारों कोई ऐसी दिला दो
मेरा दिल भी मचाए शोर
बाजे बाजे बाजे रे …

हो हो दिल से दिल जब मिले मिट गए फ़ासले
दिल ने दिल से कहा प्यार हो ही गया
हो ऐसा जादू चला क्‌या से क्‌या हो गया
दिल को खोना ही था दिल तो खो ही गया
तूने पकड़ी कलाई मैं तो दौड़ी चली आई
तूने खींची है ऐसी डोर
बाजे बाजे बाजे रे …

हे ये है लड़की धमाल इस की मोरनी सी चाल
देखो इस का कमाल मेरा दिल ले गई
ऐसा जादू किया मुझ को घायल किया
मुझे पागल किया मेरा दिल ले गई

ho maiṅ to laṛkī kuṅvārī
maiṅ to dil se hūṇ hārī
mere dil pe chalā nā jor
bāje bāje bāje re ḍholī tāro ḍhol

maiṅ bhī laṛkā kuṅvārā
o maiṅ bhī dil se hūṇ hārā
mere dil pe chalā nā jor
bāje bāje bāje re aisā merā ḍhol hāy

vāge vāge vāge vāge ḍhol vāge re murlī vāge
vāge vāge vāge more saiyāṅ

ḍhol bajā ḍhol gorī k‌yūṇ machāe śhor
sārī bastī hai āī yahāṇ
ho o tūne ḍālī nazar merī sarkī chunar
mer dhaṛke jiyā tūne ye k‌yā kiyā
ho maine kuchh nā kiyā dil kā saudā kiyā
tujh ko dil de diyā terā dil le liyā
are mujh ko bhī yāroṅ koī aisī dilā do
merā dil bhī machāe śhor
bāje bāje bāje re …

ho ho dil se dil jab mile miṭ gae fāsle
dil ne dil se kahā pyār ho hī gayā
ho aisā jādū chalā k‌yā se k‌yā ho gayā
dil ko khonā hī thā dil to kho hī gayā
tūne pakaṛī kalāī maiṅ to dauṛī chalī āī
tūne khīṅchī hai aisī ḍor
bāje bāje bāje re …

he ye hai laṛkī dhamāl is kī mornī sī chāl
dekho is kā kamāl merā dil le gaī
aisā jādū kiyā mujh ko ghāyal kiyā
mujhe pāgal kiyā merā dil le gaī