Main laila laila chillaunga kurta phad ke

मैं लैला लैला चिल्लाऊंगा कुर्ता फाड़ के
Year
Language

मैं लैला लैला चिल्लाऊंगा कुर्ता फाड़ के
मैं मजनू तेरा बन जाऊंगा कुर्ता फाड़ के
कुर्ता फाड़ सब छोड़ छाड़ मैं हो गया दीवाना

मैं मजनू मजनू चिल्लाऊंगी कुर्ता फाड़ के
मैं तेरी लैला बन जाऊंगी कुर्ता फाड़ के
कुर्ता फाड़ सब छोड़ छाड़ मैं हो गई दीवानी
मैं लैला लैला …

मुझे बना ले अपना दूल्हा
ठंडा पड़ा हुआ है चूल्हा
एक बार तू दे दे मौक़ा
फूंक दूं तेरा चूल्हा चौका
मैं दौड़ नमक फिर ले आऊंगा कुर्ता फाड़ के
मैं मजनू मजनू …

रब ने मेरे दिन जो फेरे
तेरे साथ मैं लूंगी फेरे
अपने दिन भी आएंगे अच्छे
दस बारह फिर होंगे बच्चे
तेरे बच्चों को खिलाऊंगी मैं कुर्ता फाड़ के
मैं लैला लैला …

maiṅ lailā lailā chillāūṅgā kurtā phāṛ ke
maiṅ majnū terā ban jāūṅgā kurtā phāṛ ke
kurtā phāṛ sab chhoṛ chhāṛ maiṅ ho gayā dīvānā

maiṅ majnū majnū chillāūṅgī kurtā phāṛ ke
maiṅ terī lailā ban jāūṅgī kurtā phāṛ ke
kurtā phāṛ sab chhoṛ chhāṛ maiṅ ho gaī dīvānī
maiṅ lailā lailā …

mujhe banā le apnā dūlhā
ṭhaṅḍā paṛā huā hai chūlhā
ek bār tū de de mauqā
phūṅk dūṅ terā chūlhā chaukā
maiṅ dauṛ namak phir le āūṅgā kurtā phāṛ ke
maiṅ majnū majnū …

rab ne mere din jo phere
tere sāth maiṅ lūṅgī phere
apne din bhī āeṅge achchhe
das bārah phir hoṅge bachche
tere bachchoṅ ko khilāūṅgī maiṅ kurtā phāṛ ke
maiṅ lailā lailā …