मैं क्या करूं ... प्रेम दीवानी हूँ
मैं क्या करूं क्या करूं क्या करूं क्या करूं
प्रेम दीवानी हूँ पर मैं अन्जानी हूँ
उलझी है जो डोरी वो मैं कैसे सुलझाऊं
मैं क्या करूं …
मैं चली थी सपनों के रथ में
फिर चलते चलते मुझे मन के पथ में ये दोराहा कैसा मिला
एक ओर सब रीत रस्में
और एक ओर चाहत की कसमें अब क्या मैं कहूं क्या मिला
इक ओर जीवन है इक ओर साजन है
मेरी अब जो उलझन है वो कैसे समझाऊं
मैं क्या करूं …
मत भूल जा के तू अप्सरा है
तुझको अनन्त जीवन मिला है मुझे लोगों से सुनना पड़ा
पर क्या करूंगी युग युग मैं जी के
प्रीतम के संग इक पल जो बीते वो पल है युगों से बड़ा
तोड़ के हर बंधन छोड़ के हर आंगन
मन कहे हर पल पी के संग मैं बिताऊं
मैं क्या करूं …
maiṅ kyā karūṅ kyā karūṅ kyā karūṅ kyā karūṅ
prem dīvānī hūṇ par maiṅ anjānī hūṇ
uljhī hai jo ḍorī vo maiṅ kaise suljhāūṅ
maiṅ kyā karūṅ …
maiṅ chalī thī sapnoṅ ke rath meṅ
phir chalte chalte mujhe man ke path meṅ ye dorāhā kaisā milā
ek or sab rīt rasmeṅ
aur ek or chāhat kī kasmeṅ ab kyā maiṅ kahūṅ kyā milā
ik or jīvan hai ik or sājan hai
merī ab jo uljhan hai vo kaise samjhāūṅ
maiṅ kyā karūṅ …
mat bhūl jā ke tū apsrā hai
tujhko anant jīvan milā hai mujhe logoṅ se sunnā paṛā
par kyā karūṅgī yug yug maiṅ jī ke
prītam ke saṅg ik pal jo bīte vo pal hai yugoṅ se baṛā
toṛ ke har baṅdhan chhoṛ ke har āṅgan
man kahe har pal pī ke saṅg maiṅ bitāūṅ
maiṅ kyā karūṅ …