Main kuree anjaanee shahar anjaanaa ho

मैं कुड़ी अंजानी शहर अंजाना हो
Year
Language

मैं कुड़ी अंजानी शहर अंजाना हो
कहाँ मैं चली आई हो कहां था मुझे जाना हो
यहां पर भंवरे वहां पर भंवरे कहां है वो मेरा परवाना

सब निगाहों में धोखा है दिल ने मुझे मेरे रोका है
दिल लेने वाले देखे दिल देने वाले देखे
देखा नहीं है कोई जां देने वाला
निगाहें सब देखें अदाएं सब देखें
देखे न कोई मेरा शरमाना
मैं कुड़ी अंजानी …

आँखें चुरा के मुझे जाने दो
दामन बचा के मुझे जाने दो
वो प्यार करने वाले ज़माने से निराले
बाकी तो सारे रंग रूप के शिकारी
अलग है वो दिल का लगाना
मैं कुड़ी अंजानी …

maiṅ kuṛī aṅjānī śhahar aṅjānā ho
kahāṇ maiṅ chalī āī ho kahāṅ thā mujhe jānā ho
yahāṅ par bhaṅvre vahāṅ par bhaṅvre kahāṅ hai vo merā parvānā

sab nigāhoṅ meṅ dhokhā hai dil ne mujhe mere rokā hai
dil lene vāle dekhe dil dene vāle dekhe
dekhā nahīṅ hai koī jāṅ dene vālā
nigāheṅ sab dekheṅ adāeṅ sab dekheṅ
dekhe na koī merā śharmānā
maiṅ kuṛī aṅjānī …

āṇkheṅ churā ke mujhe jāne do
dāman bachā ke mujhe jāne do
vo pyār karne vāle zamāne se nirāle
bākī to sāre raṅg rūp ke śhikārī
alag hai vo dil kā lagānā
maiṅ kuṛī aṅjānī …