मैं कोई ऐसा गीत गाऊं ... अगर तुम कहो
मैं कोई ऐसा गीत गाऊं कि आरज़ू जगाऊं अगर तुम कहो
तुमको बुलाऊं कि पलकें बिछाऊं कदम तुम जहां जहां रखो
ज़मीं को आसमां बनाऊं सितारों से सजाऊं अगर तुम कहो
मैं कोई ऐसा गीत …
मैं तितलियों के पीछे भागूं
मैं जुगनुओं के पीछे भागूं
ये रंग है वो रोशनी है तुम्हारे पास दोनों ला दूं
जितनी खुश्बुएं बाग में मिलें
मैं लाऊं वहां पे कि तुम हो जहां
जहां पे एक पल भी ठहरो मैं गुलिस्तां बनाऊं अगर तुम कहो
मैं कोई ऐसा गीत …
अगर तुम कहो तो मैं सुनाऊं तुम्हें हसीं कहानियां
सुनोगी क्या मेरी जबानी एक परी की दास्तां
या मैं करूं तुमसे बयां
कि राजा से रानी मिली थी कहां
कहानियों के नगर में तुम्हें ले के जाऊं अगर तुम कहो
मैं कोई ऐसा गीत …
maiṅ koī aisā gīt gāūṅ ki ārazū jagāūṅ agar tum kaho
tumko bulāūṅ ki palkeṅ bichhāūṅ kadam tum jahāṅ jahāṅ rakho
zamīṅ ko āsmāṅ banāūṅ sitāroṅ se sajāūṅ agar tum kaho
maiṅ koī aisā gīt …
maiṅ titliyoṅ ke pīchhe bhāgūṅ
maiṅ jugnuoṅ ke pīchhe bhāgūṅ
ye raṅg hai vo rośhnī hai tumhāre pās donoṅ lā dūṅ
jitnī khuśhbueṅ bāg meṅ mileṅ
maiṅ lāūṅ vahāṅ pe ki tum ho jahāṅ
jahāṅ pe ek pal bhī ṭhahro maiṅ gulistāṅ banāūṅ agar tum kaho
maiṅ koī aisā gīt …
agar tum kaho to maiṅ sunāūṅ tumheṅ hasīṅ kahāniyāṅ
sunogī kyā merī jabānī ek parī kī dāstāṅ
yā maiṅ karūṅ tumse bayāṅ
ki rājā se rānī milī thī kahāṅ
kahāniyoṅ ke nagar meṅ tumheṅ le ke jāūṅ agar tum kaho
maiṅ koī aisā gīt …