Main khud hoon chandrmukhee ... akelee hoon main piyaa aa

मैं ख़ुद हूँ चन्द्रमुखी ... अकेली हूँ मैं पिया आ
Work
Year
Language

मैं ख़ुद हूँ चन्द्रमुखी चमक से डरती हूँ
अपने मुखड़े की अनोखी दमक से डरती हूँ
ये सोलहवाँ जो लगा साल इसने मार दिया
अब तो पायल की ज़रा सी छमक से डरती हूँ

आ अकेली हूँ मैं पिया आ
( रूप-नगर की कुँवरी तरसे ) -2 राजा प्रीत निभा
अकेली हूँ मैं …

रूप की धूप में मैं जलूँ सैयाँ
कर दे प्यार की शीतल छैयाँ
अब मत और जला
अकेली हूँ मैं …

जब-जब देखूँ मैं दर्पण में
आग सी लगती नाज़ुक तन में
का करूँ तू ही बता
अकेली हूँ मैं …

maiṅ khud hūṇ chandrmukhī chamak se ḍartī hūṇ
apne mukhaṛe kī anokhī damak se ḍartī hūṇ
ye solahvāṇ jo lagā sāl isne mār diyā
ab to pāyal kī zarā sī chhamak se ḍartī hūṇ

ā akelī hūṇ maiṅ piyā ā
( rūp-nagar kī kuṇvrī tarse ) -2 rājā prīt nibhā
akelī hūṇ maiṅ …

rūp kī dhūp meṅ maiṅ jalūṇ saiyāṇ
kar de pyār kī śhītal chhaiyāṇ
ab mat aur jalā
akelī hūṇ maiṅ …

jab-jab dekhūṇ maiṅ darpaṇ meṅ
āg sī lagtī nāzuk tan meṅ
kā karūṇ tū hī batā
akelī hūṇ maiṅ …