मैं कहीं कवि न बन जाऊँ तेरे प्यार में ऐ कविता
मैं कहीं कवि न बन जाऊँ तेरे प्यार में कविता
तुझे दिल के आइने में मैं ने बार बार देखा
तेरी अखियों में देखा तो छलकता प्यार देखा
तेरा दर्द मैं ने देखा तो जिगर के पार देखा
मैं कहीं कवि न बन जाऊँ …
तेरा रंग है सलोना तेरे अंग में लचक है
तेरी बात में है जादू तेरे बोल में खनक है
तेरी हर अदा मुहब्बत तू ज़मीन की धनक है
मैं कहीं कवि न बन जाऊँ …
मेरा दिल लुभा रहा है तेरा रूप सादा सादा
ये झुकी झुकी निगाहें करे प्यार और ज्यादा
मैं तुझी पे जान दूँगा, है यही मेरा इरादा
मैं कहीं कवि न बन जाऊँ …
maiṅ kahīṅ kavi na ban jāūṇ tere pyār meṅ kavitā
tujhe dil ke āine meṅ maiṅ ne bār bār dekhā
terī akhiyoṅ meṅ dekhā to chhalaktā pyār dekhā
terā dard maiṅ ne dekhā to jigar ke pār dekhā
maiṅ kahīṅ kavi na ban jāūṇ …
terā raṅg hai salonā tere aṅg meṅ lachak hai
terī bāt meṅ hai jādū tere bol meṅ khanak hai
terī har adā muhabbat tū zamīn kī dhanak hai
maiṅ kahīṅ kavi na ban jāūṇ …
merā dil lubhā rahā hai terā rūp sādā sādā
ye jhukī jhukī nigāheṅ kare pyār aur jyādā
maiṅ tujhī pe jān dūṇgā, hai yahī merā irādā
maiṅ kahīṅ kavi na ban jāūṇ …