मैं कहीं कवी ना बन जाऊँ तेरे प्यार में ऐ कविता
तुझे दिल के आईने में मैंने बार बार देखा
तेरी अंखड़ियों में देखा, तो छलकता प्यार देखा
तेरा तीर मैंने देखा तो जिगर के पार देखा
तेरा रंग है सलोना, तेरे अंग में लचक है
तेरी बात में है जादू, तेरे बोल में खनक है
तेरी हर अदा मोहब्बत, तू जमीन की धनक है
मेरा दिल लुभा रहा है, तेरा रूप सादा सादा
ये झूकी झूकी निगाहें करे प्यार दिल में ज्यादा
मैं तुझ ही पे जान दूंगा है यही मेरा इरादा
मैं कहीं कवी ना बन जाऊँ तेरे प्यार में ऐ कविता
Work
Year
Language
maiṅ kahīṅ kavī nā ban jāūṇ tere pyār meṅ ai kavitā
tujhe dil ke āīne meṅ maiṅne bār bār dekhā
terī aṅkhड़iyoṅ meṅ dekhā, to chhalaktā pyār dekhā
terā tīr maiṅne dekhā to jigar ke pār dekhā
terā raṅg hai salonā, tere aṅg meṅ lachak hai
terī bāt meṅ hai jādū, tere bol meṅ khanak hai
terī har adā mohabbat, tū jamīn kī dhanak hai
merā dil lubhā rahā hai, terā rūp sādā sādā
ye jhūkī jhūkī nigāheṅ kare pyār dil meṅ jyādā
maiṅ tujh hī pe jān dūṅgā hai yahī merā irādā