Main hoon teraa geet goree too hee meree taan hai

मैं हूँ तेरा गीत गोरी तू ही मेरी तान है
Work
Year
Language

र: मैं हूँ तेरा गीत गोरी तू ही मेरी तान है
तू ही मेरी जान है पर थोड़ी सी नादान है
आ: हाय पहला है प्यार दैया-दैया
हाय रे मोहे डर लागे

र: बार बार बार देखूँ तोहे
पीऊँ मैं तेरी आँखों के जाम से
आ: प्यार प्यार प्यार हुआ मोहे
गई रे मैं तो दुनिया के काम से
र: हाय तेरी भोली-भाली बतियों ने लूटा
आ: तेरी सोई-सोई अँखियाँ पुकारें पिया
इनको जगाय दे

र: नाच नाच नाच नागिन मेरी
सुना दे कोई सपनो का राग रे
आ: तान तान तान सुन के तेरी
सीने में लगी मीठी सी आग रे
हो रे तेरे दिल में चिन्गारी सी जली है
र: हाय री गोरी यही दिल की लगी है
मैं हूँ तेरा गीत …

आ: हाय पहला है प्यार दैया-दैया
हाय रे मोहे डर लागे
र: काहे री तोहे डर लागे

ra: maiṅ hūṇ terā gīt gorī tū hī merī tān hai
tū hī merī jān hai par thoṛī sī nādān hai
ā: hāy pahlā hai pyār daiyā-daiyā
hāy re mohe ḍar lāge

ra: bār bār bār dekhūṇ tohe
pīūṇ maiṅ terī āṇkhoṅ ke jām se
ā: pyār pyār pyār huā mohe
gaī re maiṅ to duniyā ke kām se
ra: hāy terī bholī-bhālī batiyoṅ ne lūṭā
ā: terī soī-soī aṇkhiyāṇ pukāreṅ piyā
inko jagāy de

ra: nāch nāch nāch nāgin merī
sunā de koī sapno kā rāg re
ā: tān tān tān sun ke terī
sīne meṅ lagī mīṭhī sī āg re
ho re tere dil meṅ chingārī sī jalī hai
ra: hāy rī gorī yahī dil kī lagī hai
maiṅ hūṇ terā gīt …

ā: hāy pahlā hai pyār daiyā-daiyā
hāy re mohe ḍar lāge
ra: kāhe rī tohe ḍar lāge