Main hoon paanvaalee ... ho babuaa khaataa jaa ik paan paan men hamre

मैं हूँ पानवाली ... हो बबुआ खाता जा इक पान पान में हमरे
Year
Language

मैं हूँ पानवाली बिना दुकान वाली
अरे सारे गांव के लबों पे चमके हमरे पान की लाली
दिल्ली हो मद्रास हो चाहे बम्बई हो या कलकत्ता
सौ रोगों की एक दवा है ये हरे पान का पत्ता
हो बबुआ खाता जा इक पान पान में हमरे बड़ी है जान
हमरे पान पे तो क़ुर्बान है सारा हिन्दुस्तान
हो बबुआ हो लाला हे राजा खाता जा इक पान …

खाके खिले लबों पे लाली चेहरे पे छाए हरियाली
एक गिलोरी चबा के जाओ होगी तुम पे फ़िदा घरवाली
एक मधुर मुस्कान से होगी हर मुश्किल आसान
हो बबुआ खाता जा इक पान …

अगर हो महबूब को मनाना
लेके साथ पान ये जाना
सारे बिगड़े काम बनाना
हमरे पान पे आशिक़ बच्चे बूढ़े और जवान
हो बबुआ खाता जा इक पान …

अहा महफ़िल जमे हो नाच या गाना
शादी ब्याह का जश्न मनाना
बबुआ पान दबाकर जाना
सारी महफ़िल में छा जाना
बिना पान के तो है अधूरी हर महफ़िल की शान
हो बबुआ खाता जा इक पान …

maiṅ hūṇ pānvālī binā dukān vālī
are sāre gāṅv ke laboṅ pe chamke hamre pān kī lālī
dillī ho madrās ho chāhe bambaī ho yā kalkattā
sau rogoṅ kī ek davā hai ye hare pān kā pattā
ho babuā khātā jā ik pān pān meṅ hamre baṛī hai jān
hamre pān pe to qurbān hai sārā hindustān
ho babuā ho lālā he rājā khātā jā ik pān …

khāke khile laboṅ pe lālī chehre pe chhāe hariyālī
ek gilorī chabā ke jāo hogī tum pe fidā gharvālī
ek madhur muskān se hogī har muśhkil āsān
ho babuā khātā jā ik pān …

agar ho mahbūb ko manānā
leke sāth pān ye jānā
sāre bigaṛe kām banānā
hamre pān pe āśhiq bachche būṛhe aur javān
ho babuā khātā jā ik pān …

ahā mahafil jame ho nāch yā gānā
śhādī byāh kā jaśhn manānā
babuā pān dabākar jānā
sārī mahafil meṅ chhā jānā
binā pān ke to hai adhūrī har mahafil kī śhān
ho babuā khātā jā ik pān …