Main to hoon paagal ye kahoon har pal

मैं तो हूँ पागल ये कहूँ हर पल्
Work
Year
Language

मैं तो हूँ पागल ये कहूँ हर पल
कर कोई हलचल होने दे होने दे
होने दे होने दे होने दे कोई दीवानगी

रेत में तैरना सीख ले और समुंदर के ऊपर टहल
बीन भैंसों के आगे बजा और हवा में बना ले महल
suit लोहे का सिलवा ले तू और पैरों पे चश्मा लगा
हाथ में बांध ले वो घड़ी जिसमें हो साढ़े तेरह बजा आंय
मैं तो हूँ पागल …

पेड़ से तोड़ ले मछलियां बिल्लियों को तू गाना सिखा
चाँद को कर दे चकोर तू और सूरज तिकोना बना
ओ बिना पहिए की गाड़ी में चल भूल जा अपने घर का पता
ले के हाथी को मुट्ठी में तू कैबरे देख ले ऊंट का आंय
मैं तो हूँ पागल …

maiṅ to hūṇ pāgal ye kahūṇ har pal
kar koī halchal hone de hone de
hone de hone de hone de koī dīvāngī

ret meṅ tairnā sīkh le aur samuṅdar ke ūpar ṭahal
bīn bhaiṅsoṅ ke āge bajā aur havā meṅ banā le mahal
suit lohe kā silvā le tū aur pairoṅ pe chaśhmā lagā
hāth meṅ bāṅdh le vo ghaṛī jismeṅ ho sāṛhe terah bajā āṅy
maiṅ to hūṇ pāgal …

peṛ se toṛ le machhliyāṅ billiyoṅ ko tū gānā sikhā
chāṇd ko kar de chakor tū aur sūraj tikonā banā
o binā pahie kī gāṛī meṅ chal bhūl jā apne ghar kā patā
le ke hāthī ko muṭṭhī meṅ tū kaibre dekh le ūṅṭ kā āṅy
maiṅ to hūṇ pāgal …