मैं हूँ घोड़ा, ये है गाड़ी, मेरी रिकशा सब से निराली
मैं हूँ घोड़ा, ये है गाड़ी, मेरी रिकशा सब से निराली
ना गोरी है ना ये काली, हो हो हो हो हो हो
घर तक पहुंचा देने वाली …
एक रुपैया भाड़ा, पैसेंजर इतना जाड़ा
मला नाको रे नाको रे नाको रे
हो दुबला पतला चलेगा, आड़ा तिरछा चलेगा
साला हो या हो वो साली, याने की आधी घरवाली
एक दिखाकर बीड़ी, रुकवा दी चार गाड़ी
अरे पैसे का खेला है खीला
हो जो मरज़ी है करा लो, पाकिट से नोट निकालो
फिर ले जाओ जेब खाली, बाजू हट बुर्के वाली
हम आज़ाद हैं मिस्टर, क्या इनसान और क्या जानवर
मेरे देश में सारे बराबर
हो कुत्ता ?? पे सोए, मानव का घर तो रोए
ज़िंदगी लगती है जाली, हो ज़िंदगी लगती है जाली
maiṅ hūṇ ghoṛā, ye hai gāṛī, merī rikśhā sab se nirālī
nā gorī hai nā ye kālī, ho ho ho ho ho ho
ghar tak pahuṅchā dene vālī …
ek rupaiyā bhāṛā, paiseṅjar itnā jāṛā
malā nāko re nāko re nāko re
ho dublā patlā chalegā, āṛā tirchhā chalegā
sālā ho yā ho vo sālī, yāne kī ādhī gharvālī
ek dikhākar bīṛī, rukvā dī chār gāṛī
are paise kā khelā hai khīlā
ho jo marazī hai karā lo, pākiṭ se noṭ nikālo
phir le jāo jeb khālī, bājū haṭ burke vālī
ham āzād haiṅ misṭar, kyā insān aur kyā jānavar
mere deśh meṅ sāre barābar
ho kuttā ?? pe soe, mānav kā ghar to roe
ziṅdgī lagtī hai jālī, ho ziṅdgī lagtī hai jālī