मैं हूँ दीवाना बड़ा मस्ताना
मैं हूँ दीवाना बड़ा मस्ताना
दुनिया मुझे कुछ भी कहे गाता चला दिल का तराना
मैं हूँ दीवाना …
रूप नगर का राही हूँ मैं प्यार मेरा सरमाया है
मेरे लम्बे सफ़र का साथी एक मेरा ही साया है
मैं हूँ दीवाना …
उड़ते उड़ते प्यारे पंछी इस दुनिया से दूर चले
मैं भी उनके संग चला हूँ चाँद नगर में शाम ढले
मैं हूँ दीवाना …
maiṅ hūṇ dīvānā baṛā mastānā
duniyā mujhe kuchh bhī kahe gātā chalā dil kā tarānā
maiṅ hūṇ dīvānā …
rūp nagar kā rāhī hūṇ maiṅ pyār merā sarmāyā hai
mere lambe safar kā sāthī ek merā hī sāyā hai
maiṅ hūṇ dīvānā …
uṛte uṛte pyāre paṅchhī is duniyā se dūr chale
maiṅ bhī unke saṅg chalā hūṇ chāṇd nagar meṅ śhām ḍhale
maiṅ hūṇ dīvānā …