मैं गुल हूँ कली हुँ सबा हूँ ... नहीं ये खुश्बू और ही कुछ है
मैं गुल हूँ कली हूँ सबा हूँ
नहीं ये खुश्बू और ही कुछ है
सनम ये खुश्बू और ही कुछ है
मैं बेखुद शराबी दीवाना
नहीं ये जादू और ही कुछ है
सनम ये जादू और ही कुछ है
ये पूछो कली से ये पूछो चमन से किसे क्या मिला है तुम्हारे बदन से
ग़ुलों को तो शोहरत मेरे रंग से है हवाओं की महक भी मेरे अंग से है
और दिलबर तेरा हुस्न-ओ-जमाल सब मेरी चाहत का कमाल
जी क्या कहना इनायत है नवाजिश है
मैं चाँदनी मैं शबनम मैं सितारा
नहीं सनम तू और ही कुछ है
मेरा ही नशा है तेरी बेखुदी में मेरी आरज़ू है तेरी दीवानगी में
मेरी ज़िंदगी का शबाब एक तू है मेरी ज़िंदगी क्या तेरी आरज़ू है
पर मेरा हर अन्दाज़-ओ-अदा है तेरे दम से जान-ए-वफ़ा
जां क्या कहना इनायत है नवाजिश है
मैं मजनूं मैं फ़रहाद मैं रांझा
नहीं सनम तू और ही कुछ है
मैं गुल हूँ …
maiṅ gul hūṇ kalī hūṇ sabā hūṇ
nahīṅ ye khuśhbū aur hī kuchh hai
sanam ye khuśhbū aur hī kuchh hai
maiṅ bekhud śharābī dīvānā
nahīṅ ye jādū aur hī kuchh hai
sanam ye jādū aur hī kuchh hai
ye pūchho kalī se ye pūchho chaman se kise kyā milā hai tumhāre badan se
ġhuloṅ ko to śhohrat mere raṅg se hai havāoṅ kī mahak bhī mere aṅg se hai
aur dilbar terā husn-o-jamāl sab merī chāhat kā kamāl
jī kyā kahnā ināyat hai navājiśh hai
maiṅ chāṇdnī maiṅ śhabnam maiṅ sitārā
nahīṅ sanam tū aur hī kuchh hai
merā hī naśhā hai terī bekhudī meṅ merī ārazū hai terī dīvāngī meṅ
merī ziṅdgī kā śhabāb ek tū hai merī ziṅdgī kyā terī ārazū hai
par merā har andāz-o-adā hai tere dam se jān-e-vafā
jāṅ kyā kahnā ināyat hai navājiśh hai
maiṅ majnūṅ maiṅ farhād maiṅ rāṅjhā
nahīṅ sanam tū aur hī kuchh hai
maiṅ gul hūṇ …