मैं तो एक ख्वाब हूँ, इस ख्वाब से तू प्यार न कर्
मैं तो एक ख्वाब हूँ, इस ख्वाब से तू प्यार न कर
प्यार हो जाए तो, फिर प्यार का इज़हार न कर
मैं तो एक ख्वाब हूँ …
ये हवाएं सभी चुपचाप चली जाएंगी
लौट कर फिर कभी गुलशन में नहीं आएंगी
अपने हाथों में हवाओं को गरिफ़्तार न कर - 2
मैं तो एक ख्वाब हूँ …
शाख से टूट के गुन्चे भी कभी खिलते हैं
रात और दिन भी ज़माने में कहीं मिलते हैं
भूल जा जाने दे तक़दीर से तक़रार न कर - 2
मैं तो एक ख्वाब हूँ …
maiṅ to ek khvāb hūṇ, is khvāb se tū pyār na kar
pyār ho jāe to, phir pyār kā izhār na kar
maiṅ to ek khvāb hūṇ …
ye havāeṅ sabhī chupchāp chalī jāeṅgī
lauṭ kar phir kabhī gulaśhan meṅ nahīṅ āeṅgī
apne hāthoṅ meṅ havāoṅ ko gariftār na kar - 2
maiṅ to ek khvāb hūṇ …
śhākh se ṭūṭ ke gunche bhī kabhī khilte haiṅ
rāt aur din bhī zamāne meṅ kahīṅ milte haiṅ
bhūl jā jāne de taqdīr se taqrār na kar - 2
maiṅ to ek khvāb hūṇ …