मैं दिल की दिल में रखता हूँ
मैं दिल की दिल में रखता हूँ बस ये ही मेरा दोष है
जिस में जितना प्यार है उतना वो खामोश है
मैं दिल की दिल में …
मैं अपनी कहानी कैसे कहूँ उसमें तेरा नाम भी आएगा
गर होगी मेरी रुसवाई तो सर तेरा भी झुक जाएगा
अंजाम-ए-मोहब्बत क्या होगा ये सोच के मैं घबराता हूँ
तू ना मुझे पहचान सका बस इसका मुझे अफ़सोस है
जिस में जितना प्यार …
मुझ में कितनी बेचैनी है मैं काश तुझे बतला पाता
चाहत के सारे ज़ख्मों को मैं काश तुझे दिखला पाता
मैं अपने इस पागल दिल को हर बार यही समझाता हूँ
माना मदहोश है प्यार मेरा लेकिन मुझ में तो होश है
जिस में जितना प्यार …
maiṅ dil kī dil meṅ rakhtā hūṇ bas ye hī merā doṣh hai
jis meṅ jitnā pyār hai utnā vo khāmośh hai
maiṅ dil kī dil meṅ …
maiṅ apnī kahānī kaise kahūṇ usmeṅ terā nām bhī āegā
gar hogī merī rusvāī to sar terā bhī jhuk jāegā
aṅjām-e-mohabbat kyā hogā ye soch ke maiṅ ghabrātā hūṇ
tū nā mujhe pahchān sakā bas iskā mujhe afsos hai
jis meṅ jitnā pyār …
mujh meṅ kitnī bechainī hai maiṅ kāśh tujhe batlā pātā
chāhat ke sāre zakhmoṅ ko maiṅ kāśh tujhe dikhlā pātā
maiṅ apne is pāgal dil ko har bār yahī samjhātā hūṇ
mānā madhośh hai pyār merā lekin mujh meṅ to hośh hai
jis meṅ jitnā pyār …