मैं ढूँढता हूँ जिनको रातों को खयालों में
मैं ढूँढता हूँ जिनको रातों को खयालों में
वो मुझको मिल सके न सुबह के उजाले में
सुहानी प्यार की बातें, मेरे दिलदार की बातें
कभी इक़रार की बातें, कभी इनकार की बातें
एक दर्द सा छुपा है, दिल के हसीं छालों में
मैं ढूँढता हूँ…
जो यूँ बरबाद होते हैं, वो कब आबाद होते हैं
दिल-ए-नाशाद होते हैं, वो एक फ़रियाद होते हैं
उलझा हुआ हूँ कबसे, ग़म के अजीब जालों में
मैं ढूँढता हूँ…
maiṅ ḍhūṇḍhtā hūṇ jinko rātoṅ ko khayāloṅ meṅ
vo mujhko mil sake na subah ke ujāle meṅ
suhānī pyār kī bāteṅ, mere dildār kī bāteṅ
kabhī iqrār kī bāteṅ, kabhī inkār kī bāteṅ
ek dard sā chhupā hai, dil ke hasīṅ chhāloṅ meṅ
maiṅ ḍhūṇḍhtā hūṇ…
jo yūṇ barbād hote haiṅ, vo kab ābād hote haiṅ
dil-e-nāśhād hote haiṅ, vo ek fariyād hote haiṅ
uljhā huā hūṇ kabse, ġham ke ajīb jāloṅ meṅ
maiṅ ḍhūṇḍhtā hūṇ…