Main dhool kaa urtaa baadal gaataa lahraataa

मैं धूल का उड़ता बादल गाता लहराता
Work
Year
Language

मैं धूल का उड़ता बादल गाता लहराता जाऊँ
मंज़िल मेरी मैं न जानूँ फिर भी चलता जाऊँ
मैं धूल का उड़ता …

दुनिया मुझको कुछ भी समझे सबके मैं तो काम आऊँ
यारों का मैं यार भी हूँ प्यार का मैं साथ निभाऊँ
ना फ़रिश्ता आदमी हूँ सबके दिल की रोशनी हूँ -2
मैं धूल का उड़ता …

नफ़रतों से दूर हूँ मैं प्यार मेरी ज़िन्दगानी
हूँ सभी के दिल का प्यारा क्‌या बुढ़ापा क्‌या जवानी
मेरे पीछे ये ज़माना आसमां पर आशियाना -2
मैं धूल का उड़ता …

maiṅ dhūl kā uṛtā bādal gātā lahrātā jāūṇ
maṅzil merī maiṅ na jānūṇ phir bhī chaltā jāūṇ
maiṅ dhūl kā uṛtā …

duniyā mujhko kuchh bhī samjhe sabke maiṅ to kām āūṇ
yāroṅ kā maiṅ yār bhī hūṇ pyār kā maiṅ sāth nibhāūṇ
nā fariśhtā ādmī hūṇ sabke dil kī rośhnī hūṇ -2
maiṅ dhūl kā uṛtā …

nafartoṅ se dūr hūṇ maiṅ pyār merī zindgānī
hūṇ sabhī ke dil kā pyārā k‌yā buṛhāpā k‌yā javānī
mere pīchhe ye zamānā āsmāṅ par āśhiyānā -2
maiṅ dhūl kā uṛtā …