Main dekhoon tumhen tum na dekho itnee to sharaarat theek naheen

मैं देखूं तुम्हें तुम न देखो इतनी तो शरारत ठीक नहीं
Work
Year
Language

मैं देखूं तुम्हें तुम न देखो इतनी तो शरारत ठीक नहीं
ताली दो हाथ से बजती है इक तरफ़ा मुहब्बत ठीक नहीं
मैं देखूं तुम्हें …

तुम चाहो मुझे मैं न चाहूँ ऐसी भी चाहत ठीक नहीं
ताली दो हाथ से …

बांध सके जो दिल को मेरे तू ऐसी ज़ंजीर नहीं
चीर सके जो सीना मेरा ऐसा तो कोई तीर नहीं
जा दीवानी लड़की सयानी खुद पे क़यामत ठीक नहीं
तुम चाहो मुझे …

चन्दा बिना बेकार है किरणें खुश्बू नहीं वो फूल है क्‌या
दिन के बिना है रात अधूरी सावन नहीं हो क्‌या है घटा
साजन मेरे अपने सनम से इतनी भी अदावत ठीक नहीं
मैं देखूं तुम्हें …

maiṅ dekhūṅ tumheṅ tum na dekho itnī to śharārat ṭhīk nahīṅ
tālī do hāth se bajtī hai ik tarafā muhabbat ṭhīk nahīṅ
maiṅ dekhūṅ tumheṅ …

tum chāho mujhe maiṅ na chāhūṇ aisī bhī chāhat ṭhīk nahīṅ
tālī do hāth se …

bāṅdh sake jo dil ko mere tū aisī zaṅjīr nahīṅ
chīr sake jo sīnā merā aisā to koī tīr nahīṅ
jā dīvānī laṛkī sayānī khud pe qayāmat ṭhīk nahīṅ
tum chāho mujhe …

chandā binā bekār hai kirṇeṅ khuśhbū nahīṅ vo phūl hai k‌yā
din ke binā hai rāt adhūrī sāvan nahīṅ ho k‌yā hai ghaṭā
sājan mere apne sanam se itnī bhī adāvat ṭhīk nahīṅ
maiṅ dekhūṅ tumheṅ …