मैं बेवफ़ा नहीं हूँ ... लेकिन जो कुछ हुआ है वो भी वफ़ा नहीं है
मैं बेवफ़ा नहीं हूँ तू बेवफ़ा नहीं हूँ
लेकिन जो कुछ हुआ है वो भी वफ़ा नहीं है
मैं बेवफ़ा नहीं …
दिल तोड़ने से पहले इतना तो सोचा होता
मैं जा रहा था मुझको कुछ कह के रोका होता
रस्ते में लुट गया हूँ मंज़िल पता नहीं है
लेकिन जो कुछ हुआ है …
किस्मत में प्यार के क्यों जाने लिखा है रोना
तुम्हें प्यार की कसम है हमसे जुदा न होना
जिसकी सज़ा मिली है मेरी खता नहीं है
लेकिन जो कुछ हुआ है …
तुझसे बिछड़ के जानी मर जाएं न कहीं हम
जिसकी दवा नहीं है ऐसा क्यों दे दिया ग़म
अपने पे ज़ुल्म करना मेरी अदा नहीं है
लेकिन जो कुछ हुआ है …
maiṅ bevafā nahīṅ hūṇ tū bevafā nahīṅ hūṇ
lekin jo kuchh huā hai vo bhī vafā nahīṅ hai
maiṅ bevafā nahīṅ …
dil toṛne se pahle itnā to sochā hotā
maiṅ jā rahā thā mujhko kuchh kah ke rokā hotā
raste meṅ luṭ gayā hūṇ maṅzil patā nahīṅ hai
lekin jo kuchh huā hai …
kismat meṅ pyār ke kyoṅ jāne likhā hai ronā
tumheṅ pyār kī kasam hai hamse judā na honā
jiskī sazā milī hai merī khatā nahīṅ hai
lekin jo kuchh huā hai …
tujhse bichhaṛ ke jānī mar jāeṅ na kahīṅ ham
jiskī davā nahīṅ hai aisā kyoṅ de diyā ġham
apne pe zulm karnā merī adā nahīṅ hai
lekin jo kuchh huā hai …