मैं अगर प्यार करूंगी किसी से
मैं अगर प्यार करूंगी किसी से
it will be कसम से forever and ever and ever
मैं भी अगर दिल दूंगा कभी किसी को
it will be कसम से forever and ever and ever
मैं अगर प्यार करूंगी किसी से तो होगा कसम से forever and ever and ever
मुझको तो झूठा लगता है पल दो पल का प्यार
सारी उमर जो चाहेगा वो होगा मेरा यार
दिल बार बार खोता नहीं सबसे तो प्यार होता नहीं
मैं भी अगर दिल दूंगा किसी को
it will be …
मुमकिन है कि कल फूलों में हो न हो खुश्बू
लेकिन मेरी नज़रों से न जाएगी दूर तू
आओ लिखें वो दास्तां भूले जिसे न ये जहां
मैं भी अगर दिल दूंगा …
राह-ए-वफ़ा में हम दीवाने हद से गुज़र जाएं
जान लुटाएं चाहत में वादे पे मर जाएं
तोड़ेगा न अपनी कसम
मिल के जुदा होंगे न हम
मैं अगर प्यार करूंगी …
maiṅ agar pyār karūṅgī kisī se
it will be kasam se forever and ever and ever
maiṅ bhī agar dil dūṅgā kabhī kisī ko
it will be kasam se forever and ever and ever
maiṅ agar pyār karūṅgī kisī se to hogā kasam se forever and ever and ever
mujhko to jhūṭhā lagtā hai pal do pal kā pyār
sārī umar jo chāhegā vo hogā merā yār
dil bār bār khotā nahīṅ sabse to pyār hotā nahīṅ
maiṅ bhī agar dil dūṅgā kisī ko
it will be …
mumkin hai ki kal phūloṅ meṅ ho na ho khuśhbū
lekin merī nazroṅ se na jāegī dūr tū
āo likheṅ vo dāstāṅ bhūle jise na ye jahāṅ
maiṅ bhī agar dil dūṅgā …
rāh-e-vafā meṅ ham dīvāne had se guzar jāeṅ
jān luṭāeṅ chāhat meṅ vāde pe mar jāeṅ
toṛegā na apnī kasam
mil ke judā hoṅge na ham
maiṅ agar pyār karūṅgī …