Main aayaa hoon, leke saaz haathon men

मैं आया हूँ, लेके साज़ हाथों में
Work
Year
Language

मैं आया हूँ, लेके साज़ हाथों में
महफ़िल की मस्तानी, हो मस्तानी रातों में इन इन इन इन
मैं आया हूँ

तोड़के दिलों को मैं ये काम कर रहा हूँ
हां मैं मोहब्बत को नये अंदाज़ दे रहा हूँ
बसकर सबकी आँखों में, इन दिलकश मुलाकातों में
मैं आया हूँ

शोख हसीनों को मैं आवाज़ दे रहा हूँ
हां नाम जवानी का मैं बदनाम कर रहा हूँ
हँसकर बातों बातों में, नग़मों की बारातों में
मैं आया हूँ

गीत मेरे सुनकर, नौजवान जाग उठे हैं
हां नींद नहीं आती, कई अरमान जाग उठे है
थाम के दिल को हाथों में, जलते हैं बरसातों में
मैं आया हूँ

मैं आया हूँ , लेके साज़ हाथों में
महफ़िल की मस्तानी , हो मस्तानी रातों में इन इन इन इन्

maiṅ āyā hūṇ, leke sāz hāthoṅ meṅ
mahafil kī mastānī, ho mastānī rātoṅ meṅ in in in in
maiṅ āyā hūṇ

toṛke diloṅ ko maiṅ ye kām kar rahā hūṇ
hāṅ maiṅ mohabbat ko naye aṅdāz de rahā hūṇ
baskar sabkī āṇkhoṅ meṅ, in dilkaśh mulākātoṅ meṅ
maiṅ āyā hūṇ

śhokh hasīnoṅ ko maiṅ āvāz de rahā hūṇ
hāṅ nām javānī kā maiṅ badnām kar rahā hūṇ
hṇskar bātoṅ bātoṅ meṅ, naġhmoṅ kī bārātoṅ meṅ
maiṅ āyā hūṇ

gīt mere sunkar, naujvān jāg uṭhe haiṅ
hāṅ nīṅd nahīṅ ātī, kaī armān jāg uṭhe hai
thām ke dil ko hāthoṅ meṅ, jalte haiṅ barsātoṅ meṅ
maiṅ āyā hūṇ

maiṅ āyā hūṇ , leke sāz hāthoṅ meṅ
mahafil kī mastānī , ho mastānī rātoṅ meṅ in in in in