Main aashiq hoon mastaanaa hoon

मैं आशिक़ हूँ मस्ताना हूँ
Work
Year
Language

मैं आशिक़ हूँ मस्ताना हूँ
तेरी आँखों का दीवाना हूँ
मेरी बाहों में दीवानी आके झूम
तेरी चूड़ी हूँ तेरा काजल हूँ
तेरी चाहत में ही पागल हूँ
मेरी बाहों में दीवानी आके झूम झूम झूम झूम

मैं सोहणी हूँ मैं लैला हूँ
तेरा प्यार यार मैं पहला हूँ
मेरे होंठों को दीवाने आके चूम
तेरी साँसें हूँ तेरी धड़कन हूँ
तेरा अरमां हूँ तेरा दामन हूँ
मेरे होंठों को दीवाने आके चूम चूम चूम
मैं आशिक़ हूँ …

जब देखता हूँ तुझे बेताब हो जाता हूँ
सच कह रहा हूँ सनम ख्वाबों में खो जाता हूँ
ओय सुनके ये बातें तेरी छाने लगा है नशा
मदहोशियाँ बढ़ गईं आने लगा है मज़ा
तेरे होंठों से तेरे गालों से
मैं खेलूँगा तेरे बालों से
मेरी बाहों में दिलजानी आके झूम झूम झूम
मैं सोहणी हूँ …

तेरे झुमके से तेरी पायल से
मैं लिपटूंगा तेरे आँचल से
मेरी बाहों में दिलजानी आके झूम झूम झूम झूम झूम
मैं सोहणी हूँ …

डर लग रहा है मुझे हे हे ऐसी शरारत न कर
चेहरे से ओ जान-ए-मन अब तो हटा ले नज़र
ये फ़ासले किसलिए ये ये
ये दूरियां किसलिए ये ये
लग जा गले से मेरे ये ये
मजबूरियाँ किसलिए ये ये
तेरे ख्वाबों में तेरी रातों में
मैं रहती हूँ तेरी बातों में
मेरे होंठों को मस्ताने आके चूम चूम चूम चूम
मैं आशिक़ हूँ …

तेरी नींदों में तेरी यादों में
मैं रहती हूँ तेरे वादों में
मेरे होंठों को …

maiṅ āśhiq hūṇ mastānā hūṇ
terī āṇkhoṅ kā dīvānā hūṇ
merī bāhoṅ meṅ dīvānī āke jhūm
terī chūṛī hūṇ terā kājal hūṇ
terī chāhat meṅ hī pāgal hūṇ
merī bāhoṅ meṅ dīvānī āke jhūm jhūm jhūm jhūm

maiṅ sohṇī hūṇ maiṅ lailā hūṇ
terā pyār yār maiṅ pahlā hūṇ
mere hoṅṭhoṅ ko dīvāne āke chūm
terī sāṇseṅ hūṇ terī dhaṛkan hūṇ
terā armāṅ hūṇ terā dāman hūṇ
mere hoṅṭhoṅ ko dīvāne āke chūm chūm chūm
maiṅ āśhiq hūṇ …

jab dekhtā hūṇ tujhe betāb ho jātā hūṇ
sach kah rahā hūṇ sanam khvāboṅ meṅ kho jātā hūṇ
oy sunke ye bāteṅ terī chhāne lagā hai naśhā
madhośhiyāṇ baṛh gaīṅ āne lagā hai mazā
tere hoṅṭhoṅ se tere gāloṅ se
maiṅ khelūṇgā tere bāloṅ se
merī bāhoṅ meṅ diljānī āke jhūm jhūm jhūm
maiṅ sohṇī hūṇ …

tere jhumke se terī pāyal se
maiṅ lipṭūṅgā tere āṇchal se
merī bāhoṅ meṅ diljānī āke jhūm jhūm jhūm jhūm jhūm
maiṅ sohṇī hūṇ …

ḍar lag rahā hai mujhe he he aisī śharārat na kar
chehre se o jān-e-man ab to haṭā le nazar
ye fāsle kislie ye ye
ye dūriyāṅ kislie ye ye
lag jā gale se mere ye ye
majbūriyāṇ kislie ye ye
tere khvāboṅ meṅ terī rātoṅ meṅ
maiṅ rahtī hūṇ terī bātoṅ meṅ
mere hoṅṭhoṅ ko mastāne āke chūm chūm chūm chūm
maiṅ āśhiq hūṇ …

terī nīṅdoṅ meṅ terī yādoṅ meṅ
maiṅ rahtī hūṇ tere vādoṅ meṅ
mere hoṅṭhoṅ ko …