महलों में रहने वाली दिल है गरीब का
त: महलों में रहने वाली दिल है गरीब का
रख ले इसे या तोड़ दे
ल: ओ तेरी रहूँगी सैंया चाहे तेरे प्यार में
मुझको ज़माना छोड़ दे -2
त: ( तुमको न रोक लें ये रस्में जहान की
ल: तुम पे तो खेल देंगे हम बाज़ी जान की ) -2
हम बाज़ी जान की
त: चाँद सितारों वाली दिल है गरीब का …
ल: ( नज़रों की आस है तू दिल का क़रार है
त: अपनी भी आरज़ू तो इक तेरा प्यार है ) -2
इक तेरा प्यार है
ल: कुछ न कहूँगी सैंया चाहे तेरे प्यार में …
त: ( अँखियों में देख गोरी तेरी तस्वीर है
ल: अब तेरे हाथ सैंया मेरी तक़दीर है ) -2
मेरी तक़दीर है
त: दिल में समाने वाली दिल है गरीब का …
ta: mahloṅ meṅ rahne vālī dil hai garīb kā
rakh le ise yā toṛ de
la: o terī rahūṇgī saiṅyā chāhe tere pyār meṅ
mujhko zamānā chhoṛ de -2
ta: ( tumko na rok leṅ ye rasmeṅ jahān kī
la: tum pe to khel deṅge ham bāzī jān kī ) -2
ham bāzī jān kī
ta: chāṇd sitāroṅ vālī dil hai garīb kā …
la: ( nazroṅ kī ās hai tū dil kā qarār hai
ta: apnī bhī ārazū to ik terā pyār hai ) -2
ik terā pyār hai
la: kuchh na kahūṇgī saiṅyā chāhe tere pyār meṅ …
ta: ( aṇkhiyoṅ meṅ dekh gorī terī tasvīr hai
la: ab tere hāth saiṅyā merī taqdīr hai ) -2
merī taqdīr hai
ta: dil meṅ samāne vālī dil hai garīb kā …