महकी हवाओं में चारों दिशाओं में
हे महकी हवाओं में चारों दिशाओं में
निकला मैं आज़ाद होके
मंज़िल मेरी जाने कहां है मुझको नहीं है पता
दिल कहे झूम लूं आसमां चूम लूं
बीते दिन तन्हाई के मस्ती के पल आए हैं
यारों इस दीवाने की खुशियां वापस लाए हैं
मुझको उन वीरानों में लौट के जाना नहीं
हूं मेरा उनसे भला अब है क्या वास्ता
जो मिली हर खुशी दर्द है किस बात का
हे हे
बेखबर हो गया मैं कहां खो गया
पर परा पर पा पा पा पा
हम तो ऐसे पंछी हैं जो पिंजरे से उड़ जाते हैं
करते अपनी मरज़ी की हाथ किसी के न आते हैं
हमको सारे ज़माने का दर्द-ओ-गम भूल जाना है
हूं कोशिशें तेरी सारी हो जाएंगी नाकाम
चैन से ना कटेगी तेरी सुबह-ओ-शाम
याद उनकी जब आएगी तो रुलाएगा दिल
अब कभी ना उन्हें भूल पाएगा दिल्
he mahkī havāoṅ meṅ chāroṅ diśhāoṅ meṅ
niklā maiṅ āzād hoke
maṅzil merī jāne kahāṅ hai mujhko nahīṅ hai patā
dil kahe jhūm lūṅ āsmāṅ chūm lūṅ
bīte din tanhāī ke mastī ke pal āe haiṅ
yāroṅ is dīvāne kī khuśhiyāṅ vāpas lāe haiṅ
mujhko un vīrānoṅ meṅ lauṭ ke jānā nahīṅ
hūṅ merā unse bhalā ab hai kyā vāstā
jo milī har khuśhī dard hai kis bāt kā
he he
bekhabar ho gayā maiṅ kahāṅ kho gayā
par parā par pā pā pā pā
ham to aise paṅchhī haiṅ jo piṅjre se uṛ jāte haiṅ
karte apnī marazī kī hāth kisī ke na āte haiṅ
hamko sāre zamāne kā dard-o-gam bhūl jānā hai
hūṅ kośhiśheṅ terī sārī ho jāeṅgī nākām
chain se nā kaṭegī terī subah-o-śhām
yād unkī jab āegī to rulāegā dil
ab kabhī nā unheṅ bhūl pāegā dil