Mahboob mere sadke jaavaan mahboob mere

महबूब मेरे सदके जावां महबूब मेरे
Work
Year
Language

महबूब मेरे महबूब मेरे सदके जावां महबूब मेरे
इक बार तू सामने आ जाए हो हो
इक बार तू सामने आ जाए
हो जाएंगे गम दूर मेरे

महबूब मेरे महबूब मेरे
इक बार तू सामने आ जाए ओ
इक बार तू सामने आ जाए
हो जाएंगे गम दूर मेरे

तेरी नज़र का सदका मैं कर लूँ
तुझे अपनी चाहत में भर लूँ
मेरा दर्द भी तू मेरा चैन भी तू
मेरा दिन भी तू मेरी रैन भी तू
तेरे होंठों के दो जाम सनम
दिल के मैखाने में रख लूँ
तेरे गालों की लाली से मैं
सीने पे मेरे नग़में लिख दूँ
तू ही तो मोहब्बत है मेरी हो
तू ही तो मोहब्बत है मेरी
दिलदार मेरे दिलदार मेरे
महबूब मेरे …

मैं सजना प्यार में तेरे नाचूँगी आज जी भर के
मैं तो हो गई दीवानी दिलबर से मोहब्बत कर के
ज़रा पास तू आ मेरे दिलबर
दिलबर दिलबर
ज़रा पास तू आ मेरे दिलबर
मेरे ज़िस्म में तेरा दिल ओ दिलबर धड़कन बन के धड़के
हाय वे सजना प्यार में …

तेरा प्यार बड़ा है मस्ताना
मैं दीवानी तू दीवाना
तेरी आँख इशारे करती है
तुझे देखे बिना दुख सहती है
तेरे होंठ शहद के प्याले हैं
ज़ुल्फ़ों में बादल काले हैं
ये प्यार का जादू है सजना
दो दिल हो गए मतवाले हैं
मेरे अंदर तू मेरे बाहर तू
मैं पास तेरे तू पास मेरे
हो महबूब मेरे …

mahbūb mere mahbūb mere sadke jāvāṅ mahbūb mere
ik bār tū sāmne ā jāe ho ho
ik bār tū sāmne ā jāe
ho jāeṅge gam dūr mere

mahbūb mere mahbūb mere
ik bār tū sāmne ā jāe o
ik bār tū sāmne ā jāe
ho jāeṅge gam dūr mere

terī nazar kā sadkā maiṅ kar lūṇ
tujhe apnī chāhat meṅ bhar lūṇ
merā dard bhī tū merā chain bhī tū
merā din bhī tū merī rain bhī tū
tere hoṅṭhoṅ ke do jām sanam
dil ke maikhāne meṅ rakh lūṇ
tere gāloṅ kī lālī se maiṅ
sīne pe mere naġhmeṅ likh dūṇ
tū hī to mohabbat hai merī ho
tū hī to mohabbat hai merī
dildār mere dildār mere
mahbūb mere …

maiṅ sajnā pyār meṅ tere nāchūṇgī āj jī bhar ke
maiṅ to ho gaī dīvānī dilbar se mohabbat kar ke
zarā pās tū ā mere dilbar
dilbar dilbar
zarā pās tū ā mere dilbar
mere zism meṅ terā dil o dilbar dhaṛkan ban ke dhaṛke
hāy ve sajnā pyār meṅ …

terā pyār baṛā hai mastānā
maiṅ dīvānī tū dīvānā
terī āṇkh iśhāre kartī hai
tujhe dekhe binā dukh sahtī hai
tere hoṅṭh śhahad ke pyāle haiṅ
zulfoṅ meṅ bādal kāle haiṅ
ye pyār kā jādū hai sajnā
do dil ho gae matvāle haiṅ
mere aṅdar tū mere bāhar tū
maiṅ pās tere tū pās mere
ho mahbūb mere …