za: chhun chhun ghuṅgharvā, bāje chhun
kahāṇ hai dhyān, kis kī dhun
nazar milā ke bāt sun
ye rāt phir na āegī -2
ra: javānī bīt jāegī -2
za: ye rāt phir na āegī
ra: javānī bīt jāegī -2
za: ye mast rāt be pie, naśhe meṅ jhūmtī huī -2
nazar ko chheṛtī huī, diloṅ ko chūmtī huī -2
ra: yūṇ hī guzar gaī agar, khaṭak rahegī umr bhar
hazār chāhoge magar, chāhoge magar
za: ye rāt phir na āegī -2
ra: javāni bīt jāegī -2
za: ye rāt phir na āegī
ra: javānī bīt jāegī -2
za: javānī gā rahī hai dil kī dhaṛaknoṅ ke sāz par -2
ra: chalo kahīṅ bhī le chalo hamārā hāth thām kar -2
kahāṇ kī fikra, kaisā ġham
hamārā jo hai uske ham
tumhārī jān kī qasam
za: ye rāt phir na āegī -2
ra: javāni bīt jāegī -2
za: ye rāt phir na āegī
ra: javānī bīt jāegī -2