Tapkaa re tapkaa ik aur tapkaa

तपका रे टपका इक और टपका
Year
Language

टपका रे टपका इक और टपका
दो में से एक गया एक का ये मटका तीसरा है टपका
ढिंग ढातुम ढिढिंग
टपका रे टपका …

अब तेरा number है डर ना जाना
मरने से पहले तू मर ना जाना
होंठों पे तेरे दम तेरा अटका
दो में से एक गया …

चार में से चार गए फोड़ दो ये मटका
चौथा है टपका फोड़ दो ये मटका
टपका रे टपका …

चारों ने अपने यारों को मारा
यारों ने मिलकर चारों को मारा
बाकी रहा ना कोई भी खटका
चार में से चार गए …

ṭapkā re ṭapkā ik aur ṭapkā
do meṅ se ek gayā ek kā ye maṭkā tīsrā hai ṭapkā
ḍhiṅg ḍhātum ḍhiḍhiṅg
ṭapkā re ṭapkā …

ab terā number hai ḍar nā jānā
marne se pahle tū mar nā jānā
hoṅṭhoṅ pe tere dam terā aṭkā
do meṅ se ek gayā …

chār meṅ se chār gae phoṛ do ye maṭkā
chauthā hai ṭapkā phoṛ do ye maṭkā
ṭapkā re ṭapkā …

chāroṅ ne apne yāroṅ ko mārā
yāroṅ ne milkar chāroṅ ko mārā
bākī rahā nā koī bhī khaṭkā
chār meṅ se chār gae …