मदहोश दिल की धड़कन चुप सी ये तन्हाई
मदहोश दिल की धड़कन चुप सी ये तन्हाई
छुप गया चाँद क्यों क्या तेरी ज़ुल्फ़ लहराई
फिर तेरी याद ने दिल में ली यार अंगड़ाई
मदहोश दिल की धड़कन …
ये रतजगे लम्बी रातों के दिल ना लागे क्या करूं
ये सिलसिले दिल की बातों के जादू चले क्या करूं
बिखरा ज़ुल्फ़ें सो जाऊं दिल चाहे कहीं खो जाऊं
मदहोश दिल की धड़कन …
ये तेरी आशिक़ी कर ना दे मेरी रुस्वाई
कहना था जो होंठों से मैने आँखों से वो कह लिया
दिल में तेरे रहना है मुझको इस दुनिया में रह लिया
आ लग जा तू इस दिल से कि मिलते हैं दिल मुश्क़िल से
मदहोश दिल की धड़कन …
दिल लिया जान भी लेगा ये प्यार हरजाई
madhośh dil kī dhaṛkan chup sī ye tanhāī
chhup gayā chāṇd kyoṅ kyā terī zulf lahrāī
phir terī yād ne dil meṅ lī yār aṅgaṛāī
madhośh dil kī dhaṛkan …
ye ratajge lambī rātoṅ ke dil nā lāge kyā karūṅ
ye silsile dil kī bātoṅ ke jādū chale kyā karūṅ
bikhrā zulfeṅ so jāūṅ dil chāhe kahīṅ kho jāūṅ
madhośh dil kī dhaṛkan …
ye terī āśhiqī kar nā de merī rusvāī
kahnā thā jo hoṅṭhoṅ se maine āṇkhoṅ se vo kah liyā
dil meṅ tere rahnā hai mujhko is duniyā meṅ rah liyā
ā lag jā tū is dil se ki milte haiṅ dil muśhqil se
madhośh dil kī dhaṛkan …
dil liyā jān bhī legā ye pyār harjāī