मदीने को जायें ये जी चाहता है
मदीने को जायें ये जी चाहता है
मुक़द्दर बनायें ये जी चाहता है
मदीने के आक़ा, दो अलम के मौला
तेरे पास आयें ये जी चाहता है
मदीने को जायें ये जी चाहता है
जहाँ दोनों आलम हैं मह्व-ए-तमन्ना
वहाँ सर झुकायें ये जी चाहता है
मदीने को जायें ये जी चाहता है
मुहम्मद की बातें, मुहम्मद की सीरत
सुने और सुनयें ये जी चाहता है
मदीने को जायें ये जी चाहता है
madīne ko jāyeṅ ye jī chāhtā hai
muqaddar banāyeṅ ye jī chāhtā hai
madīne ke āqā, do alam ke maulā
tere pās āyeṅ ye jī chāhtā hai
madīne ko jāyeṅ ye jī chāhtā hai
jahāṇ donoṅ ālam haiṅ mahv-e-tamannā
vahāṇ sar jhukāyeṅ ye jī chāhtā hai
madīne ko jāyeṅ ye jī chāhtā hai
muhammad kī bāteṅ, muhammad kī sīrat
sune aur sunyeṅ ye jī chāhtā hai
madīne ko jāyeṅ ye jī chāhtā hai