Machhlee paanee binaa to jee naheen saktee

मछली पानी बिना तो जी नहीं सकती
Work
Year
Language

मछली पानी बिना तो जी नहीं सकती -3

औरत जेवर बिना भी रह नहीं सकती

मछली पानी बिना तो जी नहीं सकती
औरत जेवर बिना भी रह नहीं सकती

दिल आया किसी पे तो दुनिया से छुपाना क्‌यूँ

मैं प्यार करूँ वो जाने मेरा Romeo

मछली पानी बिना तो जी नहीं सकती
औरत जेवर बिना भी रह नहीं सकती

मन मेरा झूम उठा जब से मिला है प्यार तेरा

नीँद गई चैन गया जब से मिला दिलदार मेरा

आई हैं रंगीन रातें गर्म हो गईं साँसें

आँखों से आँखें मिलाऊँगी चाहत जगाऊँगी मैं

मछली पानी बिना तो जी नहीं सकती
औरत जेवर बिना भी रह नहीं सकती

दिल भी तेरा जान भी तेरी तू मेरा संसार पिया

जीने का आया मज़ा जब से तूने प्यार किया

हस्ती मिटा दूँगी तुझ पे छाया है तू मेरे दिल पे

यौवन की सारी बहारें भी तुझपे लुटाऊँगी मैं

मछली पानी बिना तो जी नहीं सकती
औरत जेवर बिना भी रह नहीं सकती

दिल आया किसी पे तो दुनिया से छुपाना क्‌यूँ
मैं प्यार करूँ वो जाने मेरा Romeo

machhlī pānī binā to jī nahīṅ saktī -3

aurat jevar binā bhī rah nahīṅ saktī

machhlī pānī binā to jī nahīṅ saktī
aurat jevar binā bhī rah nahīṅ saktī

dil āyā kisī pe to duniyā se chhupānā k‌yūṇ

maiṅ pyār karūṇ vo jāne merā Romeo

machhlī pānī binā to jī nahīṅ saktī
aurat jevar binā bhī rah nahīṅ saktī

man merā jhūm uṭhā jab se milā hai pyār terā

nīṇd gaī chain gayā jab se milā dildār merā

āī haiṅ raṅgīn rāteṅ garm ho gaīṅ sāṇseṅ

āṇkhoṅ se āṇkheṅ milāūṇgī chāhat jagāūṇgī maiṅ

machhlī pānī binā to jī nahīṅ saktī
aurat jevar binā bhī rah nahīṅ saktī

dil bhī terā jān bhī terī tū merā saṅsār piyā

jīne kā āyā mazā jab se tūne pyār kiyā

hastī miṭā dūṇgī tujh pe chhāyā hai tū mere dil pe

yauvan kī sārī bahāreṅ bhī tujhpe luṭāūṇgī maiṅ

machhlī pānī binā to jī nahīṅ saktī
aurat jevar binā bhī rah nahīṅ saktī

dil āyā kisī pe to duniyā se chhupānā k‌yūṇ
maiṅ pyār karūṇ vo jāne merā Romeo