मायूस तो हूँ वादे से तेरे कुछ आस नहीं
मायूस तो हूँ वादे से तेरे
कुछ आस नहीं कुछ आस भी है
मैं अपने ख़्यालों के सदके
तू पास नहीं और पास भी है
मायूस तो हूँ …
हमने तो ख़ुशी माँगी थी मगर
जो तूने दिया अच्छा ही दिया
जिस ग़म का तआल्लूक़ हो तुझसे
वो रास नहीं और रास भी है
मैं अपने ख़्यालों के …
पलकों से लरजते अश्क़ों से
तस्वीर झलकती है तेरी -2
दीदार की प्यासी आँखों को
अब प्यास नहीं और प्यास भी है
मैं अपने ख़्यालों के …
māyūs to hūṇ vāde se tere
kuchh ās nahīṅ kuchh ās bhī hai
maiṅ apne khyāloṅ ke sadke
tū pās nahīṅ aur pās bhī hai
māyūs to hūṇ …
hamne to khuśhī māṇgī thī magar
jo tūne diyā achchhā hī diyā
jis ġham kā taāllūq ho tujhse
vo rās nahīṅ aur rās bhī hai
maiṅ apne khyāloṅ ke …
palkoṅ se larajte aśhqoṅ se
tasvīr jhalaktī hai terī -2
dīdār kī pyāsī āṇkhoṅ ko
ab pyās nahīṅ aur pyās bhī hai
maiṅ apne khyāloṅ ke …