Maayaa machhindraa mujh pe mantar mat karnaa

माया मछिंद्रा मुझ पे मन्तर मत करना
Work
Year
Language

माया मछिंद्रा मुझ पे मन्तर मत करना

जादू मन्तर से मुझ को पागल मत करना

प्यासा दिल हो तो पगल हो जये मिस्तरी दिल का शास्तरी

बाँहों में तेरी बीतेगी मेरी रातरी सारी रातरी

फुल्वारी-फुल्वारी दिव्यधाम की फुल्वारी

आऊँगा सब कुछ दे दूँगा

तू भी है मर्दाना मैं भी हूँ मस्तानी

प्यार की बजा ले ढोलकी

होंठों से छू ले तू बाँहों में भर ले तू सुन्दरी बजा ले बाँसुरी

माया मछिंद्रा मन्तर पड़ने तू आया

जादू मन्तर से पागल करने तू आया

तूने क्‌या कर दिया ओ मेरे जान-ए-जाँ धड़कन में तू ही तू है बालम

जबसे प्यार हो गया ओ मेरी दिलरुबा ख़ाबों में तू ही तू है जानम

बाँतने से शहद कम होगा तो क्‌या चूमने से शक्‌कर रोग आये तो क्‌या

हर दिन यूँ ही मिलना है ना धिन धिन्ना करना है

सुन्दरी बजा ले बाँसुरी

वक़्त प्यार का है सजना मीनमेख तू मत करना छोकरा बजा ले खंजरा

माया मछिंद्रा मन्तर पड़ने मैं आया

जादू मन्तर से मुझ को पागल मत करना

न जानूँ मेरा नाम ना जानूँ मेरा गाँव

पूछूँ मैं तुझको मेरे राजा

भषा भी भूला मैं जीवन भी भूला

मैं भूला हूँ सब कुछ मेरी रानी

प्यार में सवाल करके फ़ायदा नहीं

कामदेव देर तक रुकता नहीं

बर्फ़ की तरह पिघलेंगे पिघल के कविता लिख देंगे सोहिनी मेरी मोहिनी

दोनों मिल के दुनिया का नक़्शा हम बन जायेंगे जालम ओ मेरे बालम

माया मछिंद्रा मुझ पे मन्तर मत करना
जादू मन्तर से मुझ को पागल मत करना

māyā machhiṅdrā mujh pe mantar mat karnā

jādū mantar se mujh ko pāgal mat karnā

pyāsā dil ho to pagal ho jaye mistrī dil kā śhāstrī

bāṇhoṅ meṅ terī bītegī merī rātrī sārī rātrī

phulvārī-phulvārī divydhām kī phulvārī

āūṇgā sab kuchh de dūṇgā

tū bhī hai mardānā maiṅ bhī hūṇ mastānī

pyār kī bajā le ḍholkī

hoṅṭhoṅ se chhū le tū bāṇhoṅ meṅ bhar le tū sundrī bajā le bāṇsurī

māyā machhiṅdrā mantar paṛne tū āyā

jādū mantar se pāgal karne tū āyā

tūne k‌yā kar diyā o mere jān-e-jāṇ dhaṛkan meṅ tū hī tū hai bālam

jabse pyār ho gayā o merī dilrubā khāboṅ meṅ tū hī tū hai jānam

bāṇtne se śhahad kam hogā to k‌yā chūmne se śhak‌kar rog āye to k‌yā

har din yūṇ hī milnā hai nā dhin dhinnā karnā hai

sundrī bajā le bāṇsurī

vaqt pyār kā hai sajnā mīnmekh tū mat karnā chhokrā bajā le khaṅjrā

māyā machhiṅdrā mantar paṛne maiṅ āyā

jādū mantar se mujh ko pāgal mat karnā

na jānūṇ merā nām nā jānūṇ merā gāṇv

pūchhūṇ maiṅ tujhko mere rājā

bhaṣhā bhī bhūlā maiṅ jīvan bhī bhūlā

maiṅ bhūlā hūṇ sab kuchh merī rānī

pyār meṅ savāl karke fāydā nahīṅ

kāmdev der tak ruktā nahīṅ

barf kī tarah pighleṅge pighal ke kavitā likh deṅge sohinī merī mohinī

donoṅ mil ke duniyā kā naqśhā ham ban jāyeṅge jālam o mere bālam

māyā machhiṅdrā mujh pe mantar mat karnā
jādū mantar se mujh ko pāgal mat karnā