माटी रे माटी रे माटी रे माटी रे
रुत आए दिन आए जो आए दुख लाए
देख ले हमने कैसे उमरिया काटी रे
माटी रे माटी रे …
देस छूटा गांव छूटा छूटे घर आंगन
काट ही डाले दुखो ने जन्मों के बंधन
दर्द ने ही दिल की खाई पाटी रे
माटी रे माटी रे …
घात कैसी कर गया मुझ्से मेरा जीवन
किसका मुख दिखला रहा है तुझको ये दर्पण
हो गई कैसे मैं इतनी नाटी रे
माटी रे माटी रे …
māṭī re māṭī re māṭī re māṭī re
rut āe din āe jo āe dukh lāe
dekh le hamne kaise umriyā kāṭī re
māṭī re māṭī re …
des chhūṭā gāṅv chhūṭā chhūṭe ghar āṅgan
kāṭ hī ḍāle dukho ne janmoṅ ke baṅdhan
dard ne hī dil kī khāī pāṭī re
māṭī re māṭī re …
ghāt kaisī kar gayā mujhse merā jīvan
kiskā mukh dikhlā rahā hai tujhko ye darpaṇ
ho gaī kaise maiṅ itnī nāṭī re
māṭī re māṭī re …