मार गया बिछुआ बेदर्दा आधी रात को मेरी छत पे
मार गया
बिछुआ बिछुआ
बेदर्दा आधी रात को मेरी छत पे चढ़ गया
चोरी से हाय उंगली में छल्ला जड़ गया
ऐ बेदर्दा आधी रात को …
रात की बाहों में सोई थी मैं होय होय
अन्जानें सपनों में खोई थी मैं होय होय
वो डंक मारा मचलने लगी
नींदों में करवट बदलने लगी
कम ना हुआ हाय दर्द और बढ़ गया
हाय बेदर्दा आधी रात को …
मैने ये सोचा हुआ जब सवेरा हाय हाय
हां बिछुआ था वो के वो साजन था मेरा हाय हाय
छुप के छुपा के कहां से वो आया
ये राज़ मैने तो सबसे छुपाया
जो भी हुआ हाय चैन मुझको पड़ गया
बेदर्दा आधी रात को …
mār gayā
bichhuā bichhuā
bedardā ādhī rāt ko merī chhat pe chaṛh gayā
chorī se hāy uṅglī meṅ chhallā jaṛ gayā
ai bedardā ādhī rāt ko …
rāt kī bāhoṅ meṅ soī thī maiṅ hoy hoy
anjāneṅ sapnoṅ meṅ khoī thī maiṅ hoy hoy
vo ḍaṅk mārā machalne lagī
nīṅdoṅ meṅ karavaṭ badalne lagī
kam nā huā hāy dard aur baṛh gayā
hāy bedardā ādhī rāt ko …
maine ye sochā huā jab saverā hāy hāy
hāṅ bichhuā thā vo ke vo sājan thā merā hāy hāy
chhup ke chhupā ke kahāṅ se vo āyā
ye rāz maine to sabse chhupāyā
jo bhī huā hāy chain mujhko paṛ gayā
bedardā ādhī rāt ko …