माँगी हैं दुआएँ हमने सनम्
माँगी हैं दुआएँ हमने सनम
इस दिल को धड़कना आ जाए
इक नज़र-ए-इनायत हो हम पर
कुछ हमको बहकना आ जाए
माँगी हैं दुआएँ …
तुम हमसे मोहब्बत करते हो -2
ये बात अगर तुम कह दो कभी -2
फूलों को बरसना आ जाए -2
बिजली को चमकना आ जाए
माँगी हैं दुआएँ …
हम पी के शराब-ए-इश्क़ अगर -2
महफ़िल में किसी दिन आ जाएँ -2
साक़ी को बहकना आ जाए -2
साग़र को छलकना आ जाए
माँगी हैं दुआएँ …
māṇgī haiṅ duāeṇ hamne sanam
is dil ko dhaṛaknā ā jāe
ik nazar-e-ināyat ho ham par
kuchh hamko bahaknā ā jāe
māṇgī haiṅ duāeṇ …
tum hamse mohabbat karte ho -2
ye bāt agar tum kah do kabhī -2
phūloṅ ko barasnā ā jāe -2
bijlī ko chamaknā ā jāe
māṇgī haiṅ duāeṇ …
ham pī ke śharāb-e-iśhq agar -2
mahafil meṅ kisī din ā jāeṇ -2
sāqī ko bahaknā ā jāe -2
sāġhar ko chhalaknā ā jāe
māṇgī haiṅ duāeṇ …