माँग में भर ले रंग सखी री
[hysterical giggling]
माँग में भर ले रंग सखी री
आँचल भर ले तारे, मिलन ऋतु आ गई
जाएगी तू उन संग सखी री
जो तोहे लागे प्यारे, मिलन ऋतु आ गई
मिलन ऋतु आ गई …
कोई चाँदी के रथ में आया है
मेरे बाबुल, मेरे बाबुल की राजधानी में
मैं उसे देखती हूँ छुप-छुप कर
एक हलचल सी है जवानी में
तड़के इक-इक अंग सखी री
आज ख़ुशी के मारे, मिलन ऋतु आ गई
मिलन ऋतु आ गई …
सुर्ख़ चूड़ा है मेरी बाहों में
सुर्ख़ जोड़ा मेरे बदन पर है
सब की नज़रें हैं मेरे चहरे पर
और मेरी नज़र सजन पर है
मचली जाए उमंग सखी री
धड़कन करे इशारे, मिलन ऋतु आ गई
मिलन ऋतु आ गई …
मेरी डोली सजा रहे हैं कहार
फूल बिखरे हुए हैं राहों में
जिनकी बाहों की आरज़ू थी मुझे
जा रही हूँ मैं उनकी बाहों में
अंगना लागे तंग सखी री
पिया जब बाँह पसारे, मिलन ऋतु आ गई
मिलन ऋतु आ गई …
[hysterical giggling]
māṇg meṅ bhar le raṅg sakhī rī
āṇchal bhar le tāre, milan ṝtu ā gaī
jāegī tū un saṅg sakhī rī
jo tohe lāge pyāre, milan ṝtu ā gaī
milan ṝtu ā gaī …
koī chāṇdī ke rath meṅ āyā hai
mere bābul, mere bābul kī rājdhānī meṅ
maiṅ use dekhtī hūṇ chhup-chhup kar
ek halchal sī hai javānī meṅ
taṛke ik-ik aṅg sakhī rī
āj khuśhī ke māre, milan ṝtu ā gaī
milan ṝtu ā gaī …
surkh chūṛā hai merī bāhoṅ meṅ
surkh joṛā mere badan par hai
sab kī nazreṅ haiṅ mere chahre par
aur merī nazar sajan par hai
machlī jāe umaṅg sakhī rī
dhaṛkan kare iśhāre, milan ṝtu ā gaī
milan ṝtu ā gaī …
merī ḍolī sajā rahe haiṅ kahār
phūl bikhre hue haiṅ rāhoṅ meṅ
jinkī bāhoṅ kī ārazū thī mujhe
jā rahī hūṇ maiṅ unkī bāhoṅ meṅ
aṅgnā lāge taṅg sakhī rī
piyā jab bāṇh pasāre, milan ṝtu ā gaī
milan ṝtu ā gaī …