माना तेरी नज़र में तेरा प्यार हम नहीं
माना तेरी नज़र में तेरा प्यार हम नहीं
कैसे कहें के तेरे तलबगार हम नहीं
तन को जला के ख़ाक़ बनाया बिछा दिया
लो अब तुम्हारी राह में दीवार हम नहीं
माना तेरी नज़र में …
जिसको निखारा हमने तमन्ना के ख़ून से
गुलशन में उस बहार के हक़दार हम नहीं
माना तेरी नज़र में …
धोखा दिया है खुद को मोहब्बत के नाम पर
ये किस तरह कहें कि गुनहगार हम नहीं
माना तेरी नज़र में …
mānā terī nazar meṅ terā pyār ham nahīṅ
kaise kaheṅ ke tere talabgār ham nahīṅ
tan ko jalā ke khāq banāyā bichhā diyā
lo ab tumhārī rāh meṅ dīvār ham nahīṅ
mānā terī nazar meṅ …
jisko nikhārā hamne tamannā ke khūn se
gulaśhan meṅ us bahār ke haqdār ham nahīṅ
mānā terī nazar meṅ …
dhokhā diyā hai khud ko mohabbat ke nām par
ye kis tarah kaheṅ ki gunahgār ham nahīṅ
mānā terī nazar meṅ …