Maan paas bulaatee hai ... yaad tumhaaree jab

माँ पास बुलाती है ... याद तुम्हारी जब्
Work
Year
Language

माँ ओ माँ माँ ओ माँ माँ ओ माँ माँ ओ माँ
पास बुलाती है कितना रुलाती है
याद तुम्हारी जब जब मुझको आती है आती है

जिनके सर पे ममता की दुआएं हैं
किस्मत वाले वो हैं जिनकी माएं हैं
जिस्म तो होता है पर जान नहीं होती
उनसे पूछो जिनकी माँ नहीं होती
लोरी सुनाती है छुपके सुलाती है
याद तुम्हारी जब …

आजा सीने से तुझको लगा लूँ मैं
चीर के दिल को धड़कन में छुपा लूं मैं
सावन बन बनके मेरी आँखें बरसी हैं
तेरे लिए कितना ये पल पल तरसी हैं
कितना सताती हैं जानें जाती हैं
याद तुम्हारी जब …

māṇ o māṇ māṇ o māṇ māṇ o māṇ māṇ o māṇ
pās bulātī hai kitnā rulātī hai
yād tumhārī jab jab mujhko ātī hai ātī hai

jinke sar pe mamtā kī duāeṅ haiṅ
kismat vāle vo haiṅ jinkī māeṅ haiṅ
jism to hotā hai par jān nahīṅ hotī
unse pūchho jinkī māṇ nahīṅ hotī
lorī sunātī hai chhupke sulātī hai
yād tumhārī jab …

ājā sīne se tujhko lagā lūṇ maiṅ
chīr ke dil ko dhaṛkan meṅ chhupā lūṅ maiṅ
sāvan ban banke merī āṇkheṅ barsī haiṅ
tere lie kitnā ye pal pal tarsī haiṅ
kitnā satātī haiṅ jāneṅ jātī haiṅ
yād tumhārī jab …