Maan mujhe apne aanchal men chhipaa le

माँ मुझे अपने आँचल में छिपा ले
Year
Language

माँ मुझे अपने आँचल में छिपा ले
गले से लगा ले
कि और मेरा कोई नहीं
फिर न सताऊँगा कभी पास बुला ले
गले से लगा ले
कि और मेरा कोई नहीं
माँ मुझे अपने …

भूल मेरी छोटी सी भूल जाओ माता
ऐसे कोई अपनों से रूठ नहीं जाता
रूठ गया हूँ मैं तू मुझको मना ले
गले से लगा ले
कि और मेरा कोई नहीं
माँ मुझे अपने …

गोद में तेरी आज तक मैं पला हूँ
उँगली पकड़ के तेरी माँ मैं चला हूँ
तेरे बिना मुझको अब कौन सम्भाले
गले से लगा ले
कि और मेरा कोई नहीं
माँ मुझे अपने …

māṇ mujhe apne āṇchal meṅ chhipā le
gale se lagā le
ki aur merā koī nahīṅ
phir na satāūṇgā kabhī pās bulā le
gale se lagā le
ki aur merā koī nahīṅ
māṇ mujhe apne …

bhūl merī chhoṭī sī bhūl jāo mātā
aise koī apnoṅ se rūṭh nahīṅ jātā
rūṭh gayā hūṇ maiṅ tū mujhko manā le
gale se lagā le
ki aur merā koī nahīṅ
māṇ mujhe apne …

god meṅ terī āj tak maiṅ palā hūṇ
uṇglī pakaṛ ke terī māṇ maiṅ chalā hūṇ
tere binā mujhko ab kaun sambhāle
gale se lagā le
ki aur merā koī nahīṅ
māṇ mujhe apne …