माँ माँ वो बच्चे दुनिया में ... मुझे माफ़ करना ओम साईं राम्
माँ माँ
वो बच्चे दुनिया में खुशनसीब होते हैं
जो mummy daddy के करीब होते हैं
मुझे माफ़ करना ओम साईं राम
तुम से पहले लूँगा mummy daddy का नाम
जिन्हें mummy daddy का प्यार नहीं मिलता
उन्हें खुशियों का संसार नहीं मिलता
कभी भी हमें ना यूँ मजबूर करना
mummy daddy से न हमें दूर करना
हम तो बड़े होते हैं इन की ऊँगली थाम
मुझे माफ़ करना …
daddy बिना कौन chocolate लाएगा
mummy बिना कौन लोरी सुनाएगा
daddy की याद मुझे पल पल सताती है
mummy से दूर हो के आँख भर आती है
इन के साथ रहना है हमें सुबह शाम
मुझे माफ़ करना …
मुझे माफ़ करना ओम साईं राम
तुम से पहले लूँगी अपने बच्चों का नाम
ओ ओ मुझे माफ़ करना ओम साईं राम
तुम से पहले लूँगा अपने बच्चों का नाम
हमें माफ़ करना ओम साईं राम
तुम से पहले लेंगे अपने बच्चों का नाम्
māṇ māṇ
vo bachche duniyā meṅ khuśhansīb hote haiṅ
jo mummy daddy ke karīb hote haiṅ
mujhe māf karnā om sāīṅ rām
tum se pahle lūṇgā mummy daddy kā nām
jinheṅ mummy daddy kā pyār nahīṅ miltā
unheṅ khuśhiyoṅ kā saṅsār nahīṅ miltā
kabhī bhī hameṅ nā yūṇ majbūr karnā
mummy daddy se na hameṅ dūr karnā
ham to baṛe hote haiṅ in kī ūṇglī thām
mujhe māf karnā …
daddy binā kaun chocolate lāegā
mummy binā kaun lorī sunāegā
daddy kī yād mujhe pal pal satātī hai
mummy se dūr ho ke āṇkh bhar ātī hai
in ke sāth rahnā hai hameṅ subah śhām
mujhe māf karnā …
mujhe māf karnā om sāīṅ rām
tum se pahle lūṇgī apne bachchoṅ kā nām
o o mujhe māf karnā om sāīṅ rām
tum se pahle lūṇgā apne bachchoṅ kā nām
hameṅ māf karnā om sāīṅ rām
tum se pahle leṅge apne bachchoṅ kā nām