Maaltee gundhaay kesh kaare ghunghraare

मालती गुँधाय केश कारे घुँघरारे
Work
Year
Language

मालती गुँधाय केश कारे घुँघरारे
मुख दामिनी सी दमकत चाल मतवारी

ढाई श्याम रोक लई रोक लई रोक लई
ढाई श्याम रोक लई औचक मुख चूम लई
सर से मोरी चुनरी गई गई गई
सर से मोरी चुनरी गई सरक सरक सरक

काहे छेड़ छेड़ मोहे गरवा लगाई
काहे छेड़ छेड़ मोहे
नंद को लाल ऐसो ढीठ
बरबस मोरी लाज लीन्ही
बरबस मोरी लाज लीन्ही बिन्दा श्याम मानत नाहीं
कासे कहूँ मैं अपने जिया की सुनत नाहीं माई
काहे छेड़ छेड़ मोहे
इश

दध की भरी मटकी
लय जात रही डगर बीच
आहट सुन आहट सुन आहट सुन
जियरा गयो धड़क धड़क धड़क
काहे छेड़ छेड़ छेड़ मोहे

त न न न ता धिन

कर पकड़त चूड़ियाँ सब कर की कर की कर की कर की
कर पकड़त चूड़ियाँ सब कर की कर की कर की ओ माई
बिन्दा श्याम मानत नाहीं
कासे कहूं मैं अपने जिया की सुनत नाहीं माई
काहे छेड़ छेड़ छेड़ छेड़ मोहे

māltī guṇdhāy keśh kāre ghuṇghrāre
mukh dāminī sī damkat chāl matvārī

ḍhāī śhyām rok laī rok laī rok laī
ḍhāī śhyām rok laī auchak mukh chūm laī
sar se morī chunrī gaī gaī gaī
sar se morī chunrī gaī sarak sarak sarak

kāhe chheṛ chheṛ mohe garvā lagāī
kāhe chheṛ chheṛ mohe
naṅd ko lāl aiso ḍhīṭh
barbas morī lāj līnhī
barbas morī lāj līnhī bindā śhyām mānat nāhīṅ
kāse kahūṇ maiṅ apne jiyā kī sunat nāhīṅ māī
kāhe chheṛ chheṛ mohe
iśh

dadh kī bharī maṭkī
lay jāt rahī ḍagar bīch
āhaṭ sun āhaṭ sun āhaṭ sun
jiyrā gayo dhaṛak dhaṛak dhaṛak
kāhe chheṛ chheṛ chheṛ mohe

ta na na na tā dhin

kar pakaṛat chūṛiyāṇ sab kar kī kar kī kar kī kar kī
kar pakaṛat chūṛiyāṇ sab kar kī kar kī kar kī o māī
bindā śhyām mānat nāhīṅ
kāse kahūṅ maiṅ apne jiyā kī sunat nāhīṅ māī
kāhe chheṛ chheṛ chheṛ chheṛ mohe