Maaee ne maaee munder pe tere bol rahaa hai kaagaa

माई ने माई मुँडेर पे तेरे बोल रहा है कागा
Year
Language

माई ने माई
माई ने माई मुँडेर पे तेरे बोल रहा है कागा - 2
जोगन हो गयी तेरी दुलारी मन जोगी संग लागा

माई ने माई मुँडेर पे तेरे बोल रहा है कागा
जोगन हो गई तेरी दुलारी मन जोगी संग लागा

चन्न माहिये चन्न माहिये मेरे डोल सिपैये
चो: चन्न माहिये चन्न माहिये मेरे डोल सिपैये

1) चाँद की तरह चमक रही थी उस जोगी की काया
मेरे द्वारे आकर उसने प्यार का अलक जगाया
अपने तन पे भस्म रमा के - 2
सारी रैन वो जागा
जोगन हो गई तेरी दुलारी मन जोगी संग लागा

सुन हिरिये नच हिरिये नच के रंग ज़मा - 2

2) मन्नत माँगी थी तुने इक रोज मैं जाऊं बिहायी
इस जोगी के संग मेरी तू कर दे अब कुड़मायी
इन हाथों में लगा दे मेंहदी -2
बाँध शगुन का धागा
जोगन हो गयी तेरी दुलारी मन जोगी संग लागा

माई ने माई मुँडेर पे तेरे बोल रहा है कागा
जोगन हो गई तेरी दुलारी मन जोगी संग लागा

māī ne māī
māī ne māī muṇḍer pe tere bol rahā hai kāgā - 2
jogan ho gayī terī dulārī man jogī saṅg lāgā

māī ne māī muṇḍer pe tere bol rahā hai kāgā
jogan ho gaī terī dulārī man jogī saṅg lāgā

chann māhiye chann māhiye mere ḍol sipaiye
cho: chann māhiye chann māhiye mere ḍol sipaiye

1) chāṇd kī tarah chamak rahī thī us jogī kī kāyā
mere dvāre ākar usne pyār kā alak jagāyā
apne tan pe bhasm ramā ke - 2
sārī rain vo jāgā
jogan ho gaī terī dulārī man jogī saṅg lāgā

sun hiriye nach hiriye nach ke raṅg zamā - 2

2) mannat māṇgī thī tune ik roj maiṅ jāūṅ bihāyī
is jogī ke saṅg merī tū kar de ab kuṛmāyī
in hāthoṅ meṅ lagā de meṅhdī -2
bāṇdh śhagun kā dhāgā
jogan ho gayī terī dulārī man jogī saṅg lāgā

māī ne māī muṇḍer pe tere bol rahā hai kāgā
jogan ho gaī terī dulārī man jogī saṅg lāgā