māṇ tujhe salām māṇ tujhe salām
māṇ tujhe salām māṇ tujhe salām
vaṅde mātaram vaṅde mātaram vaṅde mātaram vaṅde vaṅde
bāṇdh kafan apne sar par ham dekho vīr javān chale
o māṇ o māṇ
bāṇdh kafan apne sar par ham dekho vīr javān chale
ek tiraṅge ke pīchhe ye sārā hindustān chale
māṇ tujhe salām
ho ho
nā taqrīr se nā taqrār se
fatah miltī hai to sirf talaġhār se
to bolo nārā-e-taqbīr
allāh ho akabar vaṅde vaṅde
jān hathelī par rakhkar ham apnā sīnā tān chale
o māṇ o māṇ
jān hathelī par rakhkar ham apnā sīnā tān chale
hṇste bhārat māṇ ham tujhpe ho qurbān chale
māṇ tujhe salām
vaṅde vaṅde
bhārat māṇ ke vīr nahīṅ kam banke ham tūfān chale
o māṇ o māṇ
bhārat māṇ ke vīr nahīṅ kam banke ham tūfān chale
ek tiraṅge ke pīchhe ye sārā hindustān chale
māṇ tujhe salām
vaṅde vaṅde
ruknā kabhī sīkhā nahīṅ
juknā hameṅ ātā nahīṅ
jab tak hai jāṅ jab tak hai dam
baṛhte raheṅge apne kadam
himmat hai jo to rok le
dhamkī se ham ḍarte nahīṅ
apnā lahū kahtā hai ye
ham vīr haiṅ marte nahīṅ
phūṅk ḍālo duśhmnoṅ ko kāṭ ḍālo in sāloṅ ko
āj apne khūn se ham dhoeṇge tere charaṇ
māṇ tujhe salām
har har mahādev
deh śhivā var mohe ihe
śhubh karman te kabhuṅ nā ṭarauṅ
na ḍaro arsauṅ jab jāī larauṅ nischai kar apnī jīt karoṅ
jīt karoṅ jīt karoṅ jīt karoṅ
vaṅde vaṅde
vāhe guru jī kā khālsā
vāhe guru jī kī fatah