Title (Indic)भोले मुसाफ़िर इतना तो जान् WorkMaa Baap Year1944 LanguageHindi Credits Role Artist Music Alla Rakha Performer Zohra Bai Writer Rupbani LyricsHindi( भोले मुसाफ़िर इतना तो जान के दिन सारे होते नहीं एक समान ) -2 दो आँखों से देख अपने दाता की लीला दाता की लीला जो दुख तुझपे जीवन बनाये रंगीला बनाये रंगीला वो जिस रंग में रखे उसी रंग में हँसना -2 जो वो तुझपे ख़ुश है तो ख़ुश है जहान -2 भोले मुसाफ़िर इतना तो जान के दिन सारे होते नहीं एक समान भोले मुसाफ़िर इतना तो जान ( न समझों ग़रीबों का कोई नहीं दया मेरे मालिक की सोई नहीं ) -2 वो महलों से गलियों में ला के सुलाये -2 वो पल भर में तोड़ेगा दौलत-सम्मान -2 भोले मुसाफ़िर इतना तो जान के दिन सारे होते नहीं एक समान भोले मुसाफ़िर इतना तो जान वो कहते हैं जिसको रहीम और राम -2 वो अल्लाह ईशवर ख़ुदा जिसका नाम -2 वो हर रंग में खेले तू उसको पुकार -2 देगा वही तुझको ख़ुशियों का दान -2 भोले मुसाफ़िर इतना तो जान के दिन सारे होते नहीं एक समान भोले मुसाफ़िर इतना तो जान् English( bhole musāfir itnā to jān ke din sāre hote nahīṅ ek samān ) -2 do āṇkhoṅ se dekh apne dātā kī līlā dātā kī līlā jo dukh tujhpe jīvan banāye raṅgīlā banāye raṅgīlā vo jis raṅg meṅ rakhe usī raṅg meṅ hṇsnā -2 jo vo tujhpe khuśh hai to khuśh hai jahān -2 bhole musāfir itnā to jān ke din sāre hote nahīṅ ek samān bhole musāfir itnā to jān ( na samjhoṅ ġharīboṅ kā koī nahīṅ dayā mere mālik kī soī nahīṅ ) -2 vo mahloṅ se galiyoṅ meṅ lā ke sulāye -2 vo pal bhar meṅ toṛegā daulat-sammān -2 bhole musāfir itnā to jān ke din sāre hote nahīṅ ek samān bhole musāfir itnā to jān vo kahte haiṅ jisko rahīm aur rām -2 vo allāh īśhvar khudā jiskā nām -2 vo har raṅg meṅ khele tū usko pukār -2 degā vahī tujhko khuśhiyoṅ kā dān -2 bhole musāfir itnā to jān ke din sāre hote nahīṅ ek samān bhole musāfir itnā to jān