Title (Indic)आइने के सौ टुकड़े करके हमने देखे हैं WorkMaa Year1992 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Kumar Sanu Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiआइने के सौ टुकड़े करके हमने देखे हैं -2 एक में भी तन्हा थे ( सौ में भी अकेले हैं ) -2 आइने के सौ टुकड़े … जो बना था एक साथी वो भी हमसे छूटा है बेवफ़ा नहीं जो वो ( फिर क्यूँ हमसे रूठा है ) -2 खोई खोई आँखों में आँसुओं के मेले हैं एक में भी तन्हा थे … उसका क्या हाल होगा यही ग़म सताता है ( दर्द बढ़ता जाता है ) -2 ज़िन्दगी की राहों में लोग हमसे खेले हैं एक में भी तन्हा थे … हर तरफ़ उजाला है दिल में एक अंधेरा है सामने वो कब आएगा ( जो छुपा सवेरा है ) -2 मेरा दिल जिगर देखो कितने दर्द झेले हैं एक में भी तन्हा थे … Englishāine ke sau ṭukaṛe karke hamne dekhe haiṅ -2 ek meṅ bhī tanhā the ( sau meṅ bhī akele haiṅ ) -2 āine ke sau ṭukaṛe … jo banā thā ek sāthī vo bhī hamse chhūṭā hai bevafā nahīṅ jo vo ( phir kyūṇ hamse rūṭhā hai ) -2 khoī khoī āṇkhoṅ meṅ āṇsuoṅ ke mele haiṅ ek meṅ bhī tanhā the … uskā kyā hāl hogā yahī ġham satātā hai ( dard baṛhtā jātā hai ) -2 zindgī kī rāhoṅ meṅ log hamse khele haiṅ ek meṅ bhī tanhā the … har taraf ujālā hai dil meṅ ek aṅdherā hai sāmne vo kab āegā ( jo chhupā saverā hai ) -2 merā dil jigar dekho kitne dard jhele haiṅ ek meṅ bhī tanhā the …