लोवे हुआ अब ये न पूछो के कब हुआ
love हुआ
अब ये न पूछो के कब हुआ
हे love हुआ
हमको खबर है ये कब हुआ
कब हुआ
दोनों ने चाहा ये तब हुआ
ये ख़्वाब हसीं ये अरमां जवां
ले जाएं मुझे क्या जाने कहां
अब दूर तलक ऐ जान-ए-जहां
जाएगा ये सिलसिला
love हुआ …
कोई ख्यालों में क्यूं ऐसे देखे मुझे
ओ आज ये है बात क्या जैसे तू मेरा लगे
ये तेरी अदा ये हुस्न जवां
ले जाएं मुझे अब जाने कहां
अब दूर तलक …
अब है तेरे दिल में क्या मैं भी ज़रा जान लूं
अपनी तो ये मौज है तू जो कहे मान लूं
मैं चाहूं मुझे तू प्यार करे
इक बार नहीं सौ बार करे
अब दूर तलक ऐ यार मेरे
जाएगा ये सिलसिला
love हुआ …
I think it's happening
क्या happening
love. love is happening
I love you
I love you, too
love हुआ love हुआ love हुआ
love huā
ab ye na pūchho ke kab huā
he love huā
hamko khabar hai ye kab huā
kab huā
donoṅ ne chāhā ye tab huā
ye khvāb hasīṅ ye armāṅ javāṅ
le jāeṅ mujhe kyā jāne kahāṅ
ab dūr talak ai jān-e-jahāṅ
jāegā ye silsilā
love huā …
koī khyāloṅ meṅ kyūṅ aise dekhe mujhe
o āj ye hai bāt kyā jaise tū merā lage
ye terī adā ye husn javāṅ
le jāeṅ mujhe ab jāne kahāṅ
ab dūr talak …
ab hai tere dil meṅ kyā maiṅ bhī zarā jān lūṅ
apnī to ye mauj hai tū jo kahe mān lūṅ
maiṅ chāhūṅ mujhe tū pyār kare
ik bār nahīṅ sau bār kare
ab dūr talak ai yār mere
jāegā ye silsilā
love huā …
I think it's happening
kyā happening
love. love is happening
I love you
I love you, too
love huā love huā love huā