लोग कहते हैं मैं शराबी हूँ
हम हम हूँ हम हम दे रे ना आ आ आ आ आँ
लोग कहते हैं मैं शराबी हूँ - 2
तुमने भी शायद यही सोच लिया हां …
लोग कहते हैं मैं शराबी हूँ
किसीपे हुस्न का गुरूर जवानी का नशा
किसीके दिल पे मोहब्बत की रवानी का नशा
किसीको देखे साँसों से उभरता है नशा
बिना पिये भी कहीं हद से गुज़रता है नशा
नशे मैं कौन नहीं हैं मुझे बताओ ज़रा
किसे है होश मेरे सामने तो लाओ ज़रा
नशा है सब पे मगर रंग नशे का है जुदा
खिली खिली हुई सुबह पे है शबनम का नशा
हवा पे खुशबू का बादल पे है रिमझिम का नशा
कहीं सुरूर है खुशियों का कहीं ग़म का नशा
नशा शराब मैं होता तो नाचती बोतल
मैकदे झूमते पैमानों मैं होती हलचल
नशा शराब मैं होता तो नाचती बोतल
नशे मैं कौन नहीं हैं मुझे बताओ ज़रा - 2
लोग कहते हैं मैं शराबी हूँ - 2
तुमने भी शायद यही सोच लिया
लोग कहते हैं मैं शराबी हूँ
थोड़ी आँखों से पिला दे रे सजनी दीवानी - 2
तुझे मैं तुझे मैं तुझे नौलक्खा मंगा दूंगा सजनी दिवानी
ham ham hūṇ ham ham de re nā ā ā ā ā āṇ
log kahte haiṅ maiṅ śharābī hūṇ - 2
tumne bhī śhāyad yahī soch liyā hāṅ …
log kahte haiṅ maiṅ śharābī hūṇ
kisīpe husn kā gurūr javānī kā naśhā
kisīke dil pe mohabbat kī ravānī kā naśhā
kisīko dekhe sāṇsoṅ se ubhartā hai naśhā
binā piye bhī kahīṅ had se guzartā hai naśhā
naśhe maiṅ kaun nahīṅ haiṅ mujhe batāo zarā
kise hai hośh mere sāmne to lāo zarā
naśhā hai sab pe magar raṅg naśhe kā hai judā
khilī khilī huī subah pe hai śhabnam kā naśhā
havā pe khuśhbū kā bādal pe hai rimjhim kā naśhā
kahīṅ surūr hai khuśhiyoṅ kā kahīṅ ġham kā naśhā
naśhā śharāb maiṅ hotā to nāchtī botal
maikde jhūmte paimānoṅ maiṅ hotī halchal
naśhā śharāb maiṅ hotā to nāchtī botal
naśhe maiṅ kaun nahīṅ haiṅ mujhe batāo zarā - 2
log kahte haiṅ maiṅ śharābī hūṇ - 2
tumne bhī śhāyad yahī soch liyā
log kahte haiṅ maiṅ śharābī hūṇ
thoṛī āṇkhoṅ se pilā de re sajnī dīvānī - 2
tujhe maiṅ tujhe maiṅ tujhe naulakkhā maṅgā dūṅgā sajnī divānī