लोग जहां पर रहते हैं उस जगह को ... इसे प्यार का मंदिर कहते हैं
लोग जहां पर रहते हैं उस जगह को वो घर कहते हैं
हम इस घर में रहते हैं इसे प्यार का मंदिर कहते हैं
हम इस घर में …
हुई आज के दिन एक बात बड़ी अपने घर की बुनियाद पड़ी
विश्वाश पे और मोहब्बत पे हर एक हुई दीवार खड़ी
हर आंधी हर तूफ़ां से मजबूत है ये घर कहते हैं
लोग जहां पर …
इस घर की कीमत क्या होगी दुनिया को कुछ अन्दाज़ा है
ये दरवाज़ा इस घर का नहीं जन्नत का ये दरवाज़ा है
इस फ़र्श को धरती कहते हैं इस छत को अम्बर कहते हैं
लोग जहां पर …
खुशियों के दीप जलाएंगे सपनों के फूल खिलाएंगे
मिटने ना देंगे इस घर को इस घर पर हम मिट जाएंगे
ऐ माँ तेरे बच्चे तेरी सौगंध उठा कर कहते हैं
लोग जहां पर …
ओम हरि ओम्
log jahāṅ par rahte haiṅ us jagah ko vo ghar kahte haiṅ
ham is ghar meṅ rahte haiṅ ise pyār kā maṅdir kahte haiṅ
ham is ghar meṅ …
huī āj ke din ek bāt baṛī apne ghar kī buniyād paṛī
viśhvāśh pe aur mohabbat pe har ek huī dīvār khaṛī
har āṅdhī har tūfāṅ se majbūt hai ye ghar kahte haiṅ
log jahāṅ par …
is ghar kī kīmat kyā hogī duniyā ko kuchh andāzā hai
ye darvāzā is ghar kā nahīṅ jannat kā ye darvāzā hai
is farśh ko dhartī kahte haiṅ is chhat ko ambar kahte haiṅ
log jahāṅ par …
khuśhiyoṅ ke dīp jalāeṅge sapnoṅ ke phūl khilāeṅge
miṭne nā deṅge is ghar ko is ghar par ham miṭ jāeṅge
ai māṇ tere bachche terī saugaṅdh uṭhā kar kahte haiṅ
log jahāṅ par …
om hari om